make a sher from any word..

by @kaash on March 04, 2009, 10:53:59 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
Print
Author  (Read 5751 times)
@kaash
Guest
dear frnds,

make a share from any word of the previous sher..

here is the 1st sher..

nagmon ko jeena bhi kaisa jeena hona hota hai
par sabki zindagi hi to ek nagma hota hai..



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Make the word.... by natural in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 90 91 »
Get A Word & Make The Sher..By SK by Shayaries_King in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 24 25 »
Talat
Guest
«Reply #1 on: March 04, 2009, 10:58:52 AM »
Nice game Kaash Ji

Naghme mohabbat ke har dil gaaye,
Insaan ka dil jo insaan se mil jaaye !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: March 04, 2009, 11:18:12 AM »
Shukriya Kaash Ji

Yaadon ke jharokhe jab bhi khula karte hain
Aankhon main ashkon ke mele laga karte hain
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: March 04, 2009, 04:17:19 PM »
Thanks again Kaash Ji...and Nice one from you.


Palkon ki chaanv main khwabon ka hai shahar,
Toot naa jaaye ye khwaab, ae waqt zara aur thehar !


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 04, 2009, 04:19:10 PM »
Very Nice Game Kaash..Great One Talat & Kaash Applause Applause Applause

Thanks again Kaash Ji...and Nice one from you.


Palkon ki chaanv main khwabon ka hai shahar,
Toot naa jaaye ye khwaab, ae waqt zara aur thehar !





Palkon Mein Apne Ek
Naya Khwaab Humne Sajaaya Hai...
Apne Aansuo Ko Peekar,
Aaj Phir Humne Muskuraya Hai...
Tujhe Chaaha Hai Itna Ke,
Tujhse Milne Se Pehle,
Tere Har Ek Gham Ko Humne Apne Seene Se Lagaaya Hai....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 04, 2009, 04:36:07 PM »
bahot khoob Celmira ji Khwahish ji

bahot acha likha hai aapne..

Palkon ke ghar me barsaat kitni khamoshi se hoti hai
dard-e-dil shaad hota hai tab bhi jab ye dhadkano me utarti hai


Mere Aansuo Ka Har Ek Katra
Tere Palkon mein Chupa hoga,
Na Dhoond "Khwaish" Ko Yuh Dar-badar,
Woh Dil Mein Tere Basa Hoga....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 04, 2009, 04:52:26 PM »
aansuonko aankhon me chhupayen bhi to kyun kar
dil-e-bazm me bhi shayri inhi se khilti hai

aur phir ashq khud bhi aa jayen jo to chune kyun kar
palkon ki zameen phir bhi pyaasi rahti hai



Bahut Khoob Kaash Applause Applause

Aansuo Ko Aankhon Mein Chupana Acha Nahi hota,
Ek din Yeh Bhari Mehfil Mein Aankhon Se Beh Jaate Hai...
Kasam Khaate Hai Ke tujhse Hum Kabhi Haal-e-dil Na Kahenge,
Par Naa Jaane kyon,Tujhe Dekhte hi Keh Jaate Hai....

Logged
smardia
Guest
«Reply #7 on: March 04, 2009, 06:50:48 PM »
Sabhi ne bahut achha likha hai.... Clapping Smiley

Kaise khaun kasam ke teri mehfil mai n aayenge kabhi
Aansuo ka ye samander teri yaad mai n bahayenge kabhi

Teri aankhon mai jo kashish hai n bhul payenge hum kabhi
Jaane kya adhron se pila di tune n hosh mai aayenge kabhi
Bahut Khoob Kaash Applause Applause

Aansuo Ko Aankhon Mein Chupana Acha Nahi hota,
Ek din Yeh Bhari Mehfil Mein Aankhon Se Beh Jaate Hai...
Kasam Khaate Hai Ke tujhse Hum Kabhi Haal-e-dil Na Kahenge,
Par Naa Jaane kyon,Tujhe Dekhte hi Keh Jaate Hai....


Logged
adab
Guest
«Reply #8 on: March 05, 2009, 05:36:46 AM »
andhere unjaalon me hume fark nahi lagta
chiraag-e-zeest me jumbishon ka daur khatm nahi hota
tujhe kho kar bhi na hua khatam hua tera intezar,
dil ke darwaze pe teri dastakhen reh gayen.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2009, 05:50:00 AM »
Kabooter udane ke shauq ne yeh zulm dhaya
Ab khilane ko sirf kuch batakhain rah gayien
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2009, 06:11:10 AM »
Kamal ka likha hai apne Talat jee, Khawish jee, Kaash jee, Smardia jee aur Javed jee...

udane aye the kisi ka hosh par dil ko gawa baithe hai,
mitane aye the kisi ka gamand par khud ko mita baithe hai,
ab kaise bayan kare Rahim ke kya karna chahta tha woh,
kisi bewaffa ko ujadne aye the khud ka ghar ujad baithe hai...
Logged
adab
Guest
«Reply #11 on: March 05, 2009, 06:16:14 AM »
Kabooter udane ke shauq ne yeh zulm dhaya
Ab khilane ko sirf kuch batakhain rah gayien
REH
khilwaton mein jane kya kya sochta rehta hi woh,
jab bhi milta hi tabhi to butt bana rehta hi woh.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #12 on: March 05, 2009, 06:50:18 AM »
REH
khilwaton mein jane kya kya sochta rehta hi woh,
jab bhi milta hi tabhi to butt bana rehtaC hi woh.
butt yeh rassi ka hai ya hai cigarette ka
khilwaton mein kuin rassi bata kerta hai woh
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: March 05, 2009, 06:59:54 AM »
Gud going all of u.. VERY GOOD!

DASTAAN EH ZINDAGI KAR DE BAYAN HAR KOI
KISKO KYA PATA ISS ZINDAGI KI RAZA KYA HAI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 05, 2009, 07:14:32 AM »
Bohat Achcha Thread Hai Mashallah,.
Sabne Achche Likha Hai,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:17:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer