make a sher from any word..

by @kaash on March 04, 2009, 10:53:59 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 5723 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 05, 2009, 07:15:54 AM »
Kabooter udane ke shauq ne yeh zulm dhaya
Ab khilane ko sirf kuch batakhain rah gayien

Waah, Kya Khoob, Javed Bhai, Bohat Hi Gehri Baat Aapne Is Ashaar Mein Kahi Hai,.

Kamaal Ka hai,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Make the word.... by natural in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 90 91 »
Get A Word & Make The Sher..By SK by Shayaries_King in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 24 25 »
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: March 05, 2009, 07:23:51 AM »
AAKHOH MEH SAPNEY SAJ RAHEY HAI
JINDAGI YUHI BASAR KAR RAHEY HAI
KABHI TOH MANZIL KI AUR BAD JAYENGEY
ISI UMMED SEY KADAM BADD RAHEY HAI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 05, 2009, 07:42:57 AM »

waah Jasbeer ji... Applause Applause

acha likha hai aapne..

zindagi ki qitaab me hamesha zindagi hi rahti hai
iske sagar me bhi zindagi hi kashti hai
zindagi ki mahfil me shayri bhi zindagi hai
doston ke beech me dosti hi zindagi hai




Humse Kya Poochte Ho, Tum Zibdagi Ke Baare Mein,.
Ajnabi Kya Jaane, Ajnabi Ke Baare Mein,

Nm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: March 05, 2009, 08:09:14 AM »
waah behad acha sher Janasheen bhai


ajnabi se raaste hain zindagi ke
ajnabi banke hi milte hain sabhi isi se
ajnabi si dunia lagti to hai zindagi ki
par apnepan ke daayre bhi shuru hote isi se




Ek Ajanbi Se Maine Dosti Karli,.
Ghar Jalaake Apna Roshni Karli,.

Maine Liya Jo Dard Khushi Samajhkar,.
Log Samajh Baithe "Azeem, Ne Aashiqi Karli,.

__________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 05, 2009, 08:21:51 AM »

dard ko sirf aur sirf tabhi dard hota hai
jo sukoon de sakta hai jab vodi dard deta hai


Sukoon Ab Mere Dil Ko Zara Bhi Nahi,.
Mila Gham Bhi Wo, Jis Se Jee Bhara Bhi Nahi,.

Log Samajhte Hain "Azeem" Bikhar Gaya Ab To..
Kaise Toot Gaya Maloom Nahi, Jab Kisi Se Main Juda Bhi Nahi,

_____________________________-Jaanasheen-




Logged
dead heart
Guest
«Reply #20 on: March 05, 2009, 10:51:45 AM »
Good going all of you!!! Applause Applause

zindagi ne sikhaya mujhe ke pyaar mat karna,
uss bewaffa ne sikhya ke kisi pe aitbaar mat karna,
tabah kardi apni zindagi Rahim ne uss zalim ke liye,
ab yeh halat ne sikhaya ke kisi ke liye apni zindagi kurban mat karna...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 05, 2009, 12:37:32 PM »
dard aaya hai jo vo bhi jaane ke lie hai
udaas na hona zindagi muskurane ke lie hai

Itne Dard Mile Hain, Main Muskuraana Bhool Gaya,.
Ghamon Ke Itne Paas Aa Gaya Hoon,
Khushi Ka Theekaana Bhool Gaya,


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: March 05, 2009, 01:36:23 PM »
dard ki awaaz be-sada nahi hoti
bedili bhi isse khafa nahi hoti
dard ke saaz sunna asaan to hai
par hausln ki ibadat bemaani nahi hoti


Kaun Hai Jisne Yahaan Dard Jhela Nahi,.
Is Jahaan Mein "Kaash" Sirf Tu Hi Akela Nahi,.

Maine Bhi Hazaaron Dard Sahein Hain, Muskuraake,.
Main Khamosh Tha, Kabhi Apna Zabaan Maine Khola Nahi,.

_________________________-Jaanasheen
Logged
dead heart
Guest
«Reply #23 on: March 05, 2009, 09:14:01 PM »
bahaut khoob Azeem bhaijan aur Kaash jee
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: March 05, 2009, 10:20:50 PM »
Kisi bhi lafz se sher bana du
Kya yeh tamasha hain jo kar ke dikha du
Jo sach_chi lage achchi lage woh baat kahe GHAYEL
Ijazat de to koi achcha sa sher suna du

-SG-
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: March 06, 2009, 02:52:21 PM »


Dosti ke rang main chalo rang den ye mehfil,
Khushnuma phoolon se chalo bhar den ye mehfil
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: March 06, 2009, 03:05:58 PM »

Dosti ke rang main chalo rang den ye mehfil,
Khushnuma phoolon se chalo bhar den ye mehfil

Mehfil Tumhe Mubarak Ho,.
Hum Tanhaaiyon Mein Guzaara Kar Lenge,.

Bas keh Do Hume Ke Hamaari Zaroorat Nahi,.
Hum Khud Aapse Kinaara Kar Lenge,.

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #27 on: March 06, 2009, 03:27:24 PM »
Mehfil Tumhe Mubarak Ho,.
Hum Tanhaaiyon Mein Guzaara Kar Lenge,.

Bas keh Do Hume Ke Hamaari Zaroorat Nahi,.
Hum Khud Aapse Kinaara Kar Lenge,.
Tanhaaiyon mein to zindagi kat rahi hai meri
Kuch aisa kar tu ki laut aaye mohabbat meri
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #28 on: March 06, 2009, 03:30:15 PM »

Dosti ke rang main chalo rang den ye mehfil,
Khushnuma phoolon se chalo bhar den ye mehfil
Mehfilon ki daur teri hume bhata nahi
Tanha hai dil bas kuch soojta hi nahi
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: March 07, 2009, 12:01:29 PM »
Aankhon main guzre waqt ki parchaaiyan dekhin
Jis dil main dekha hai maine, tanhaaiyan dekhin
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:19:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer