aqsh
Guest
|
«Reply #270 on: January 16, 2013, 05:57:23 AM » |
|
Tumhaari daant mera dil geela na kar de. KaheeN paiso rangat man mera maila na kar de.
Paise ne kisse yaari nibhayi hai aaj mujhe toh kal tujhe rulayi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #271 on: January 16, 2013, 05:58:40 AM » |
|
Nayi pyaari si achchi si car ki chaabee laayege. Ham pardes se aapke liye bhabhee laayege.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #272 on: January 16, 2013, 06:01:53 AM » |
|
Paise ne kisse yaari nibhayi hai aaj mujhe toh kal tujhe rulayi hai
Ki ab diin paisa hai, imaan paisa hai. Ye mat bhool bahna logo ka bhagwaan paisa hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #273 on: January 16, 2013, 06:04:33 AM » |
|
Nayi pyaari si achchi si car ki chaabee laayege. Ham pardes se aapke liye bhabhee laayege.
Pardesi bhabhi tumse pyaar na karegi Har baat baat par humse bhi taqraar karegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #274 on: January 16, 2013, 06:06:10 AM » |
|
Ki ab diin paisa hai, imaan paisa hai. Ye mat bhool bahna logo ka bhagwaan paisa hai
Paise ko bhagwan banana nadaani hai Jab ke yeh saari duniya hi faani hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #275 on: January 16, 2013, 06:08:50 AM » |
|
Paise ko bhagwan banana nadaani hai Jab ke yeh saari duniya hi faani hai
Tum kaun si duniyas maiN meri bahan rahti ho. Jo bare logo ko nadaan kahtii ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #276 on: January 16, 2013, 06:10:56 AM » |
|
Tum kaun si duniyas maiN meri bahan rahti ho. Jo bare logo ko nadaan kahtii ho
is duniya mein koi bada ya chota nahi hota sab usi mitti se bane hai koi sachha ya jhoota nahi hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #277 on: January 16, 2013, 06:11:12 AM » |
|
Pardesi bhabhi tumse pyaar na karegi Har baat baat par humse bhi taqraar karegi
Uski takraar me kyaa-kyaa na hoga. Pardesan ke pyaar me kyaa-kyaa na hoga.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #278 on: January 16, 2013, 06:13:52 AM » |
|
Uski takraar me kyaa-kyaa na hoga. Pardesan ke pyaar me kyaa-kyaa na hoga.
Pardesan ke pyaar mein tumhare liye pyaar hoga Lekin mere bhai hamare liye badhazmi ka dakaar hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #279 on: January 16, 2013, 06:14:10 AM » |
|
is duniya mein koi bada ya chota nahi hota sab usi mitti se bane hai koi sachha ya jhoota nahi hota
Baat kahne me achchii hai, magar hamko ye btla do. Katora thaamne waale, kabhii sansad me dekhe hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #280 on: January 16, 2013, 06:16:56 AM » |
|
Pardesan ke pyaar mein tumhare liye pyaar hoga Lekin mere bhai hamare liye badhazmi ka dakaar hoga
Nahi aesa kabhii ham hone nahi dege. Bhale kitni hi baar kismat aajmaani pare.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #281 on: January 16, 2013, 06:18:52 AM » |
|
Nahi aesa kabhii ham hone nahi dege. Bhale kitni hi baar kismat aajmaani pare.
chodo us pardesan ko hum desi dekhenge bhabhi apne liye hum apni jaisi dekhenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #282 on: January 16, 2013, 06:19:39 AM » |
|
unke haath ka katora tumhe dikhai nahi dega kyunke woh computerised modern technology ka jo hai
Baat aapki sach hai, magar aesa nahi kahte. Desh chalaane wale ko bura nahi kahte,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #283 on: January 16, 2013, 06:20:50 AM » |
|
chodo us pardesan ko hum desi dekhenge bhabhi apne liye hum apni jaisi dekhenge
nahi baba nahi baba hame pardes jana. Shaadi ka laddu wilaayati hi khana hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #284 on: January 16, 2013, 06:23:20 AM » |
|
nahi baba nahi baba hame pardes jana. Shaadi ka laddu wilaayati hi khana hai.
wilayathi laddu to door se achche lagte hai paas jaaoge toh jaan jaaoge ke khatte hote hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|