NEW GAME!!!!!..........................SAHAL

by sahal on January 08, 2013, 11:50:01 AM
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
Print
Author  (Read 7455 times)
aqsh
Guest
«Reply #390 on: September 15, 2013, 09:09:32 PM »
bade dino baad askhon ka ye paigham aya hai,
kitne dino baad teri zubaan pe mera naam aya hai.
kahne ko toh bas yeh saansein yunhi chalti rahi
mere lafzon ko na suno meri khamoshi bhi tumhe bulaati rahi
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #391 on: September 15, 2013, 09:14:01 PM »
kahne ko toh bas yeh saansein yunhi chalti rahi
mere lafzon ko na suno meri khamoshi bhi tumhe bulaati rahi
khamosh dhakane to hum sunnte rahe,
bas kadam hi the jo badhte na the.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #392 on: September 15, 2013, 09:18:19 PM »
jo tu ne mujhe seene se lagaane ki chaahat zaahir ki
jaanti nahi, tere is khwaahish ne kitnaa aaraam diyaa

zindagi guzar na jaaye bas teri aarzoo karte karte
dekh girte hue mere ashkon ne tujhe yeh paigaam diyaa


Logged
aqsh
Guest
«Reply #393 on: September 15, 2013, 09:27:06 PM »
jo tu ne mujhe seene se lagaane ki chaahat zaahir ki
jaanti nahi, tere is khwaahish ne kitnaa aaraam diyaa

haan aaj aise gale lag jaao ke koi dard na rahe
tere zaat ki mahroomiyan aur meri tanhayiyaan na rahe
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #394 on: September 15, 2013, 09:33:54 PM »
banke hamsafar meri, tu mere saath chal is tarhaa
puraane zakhmon ki, dard ki parchhaiyaan naa rahe

haan aaj aise gale lag jaao ke koi dard na rahe
tere zaat ki mahroomiyan aur meri tanhayiyaan na rahe
Logged
FARE
Guest
«Reply #395 on: September 15, 2013, 09:42:29 PM »
Kash Ky Itna Asaan Hota Dunniya Sy Lar Panna
Fir Kitna Asaan Hota Insaan Ka Insaan Ky Saath Chal Panna
Logged
aqsh
Guest
«Reply #396 on: September 15, 2013, 09:44:50 PM »
banke hamsafar meri, tu mere saath chal is tarhaa
puraane zakhmon ki, dard ki parchhaiyaan naa rahe

kaash ke dua bankar mai tere honton se ada ho jaaon
mit jaaye saare dard , main tere liye woh dawa ho jaaon
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #397 on: September 15, 2013, 09:58:34 PM »
kab kahaan koi khush huwaa, mohabbat paa kar bhi
kismat mein likhaa thaa jab, aag mein hai jal jaanaa

Kash Ky Itna Asaan Hota Dunniya Sy Lar Panna
Fir Kitna Asaan Hota Insaan Ka Insaan Ky Saath Chal Panna
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #398 on: September 15, 2013, 10:00:31 PM »
zakhmon ka marham ban ke, hothon pe muskaan sajaa doon
duur udaa ke le jaaye tujhe, kyun naa woh hawaa ho jaaun

kaash ke dua bankar mai tere honton se ada ho jaaon
mit jaaye saare dard , main tere liye woh dawa ho jaaon

Logged
aqsh
Guest
«Reply #399 on: September 15, 2013, 10:04:29 PM »
zakhmon ka marham ban ke, hothon pe muskaan sajaa doon
duur udaa ke le jaaye tujhe, kyun naa woh hawaa ho jaaun

door mujhe le jaa, tu hi meri duniya ban jaa
meri har ek khwaish mera har ek sapna ban jaa
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #400 on: September 15, 2013, 10:09:29 PM »
ek baar parwaaz de tu, khul ke mujhe aawaaz de tu
udd chalun tere samgh ab, tu hi meraa apnaa ban jaa

door mujhe le jaa, tu hi meri duniya ban jaa
meri har ek khwaish mera har ek sapna ban jaa

Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #401 on: September 15, 2013, 10:37:00 PM »
Saari duniyaa ko kharaab kharaab karne lagaa.
Zara sa dil kya tuta sharaab sharaab karne lagaa
Logged
FARE
Guest
«Reply #402 on: September 15, 2013, 10:47:22 PM »
Har Insaan Kyu Apne Ap Ko Bura Kahane Laga
Zarra Si Baat Par Kyu Wo Khud Ko Kamzoor Mehsoos Karne Laga
Logged
aqsh
Guest
«Reply #403 on: September 16, 2013, 12:33:40 PM »
ek baar parwaaz de tu, khul ke mujhe aawaaz de tu
udd chalun tere samgh ab, tu hi meraa apnaa ban jaa

ek baar bandh aankhon se mehsoos karke dekho
apne har ehsaas har saans mein mujhe hi paaoge
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #404 on: September 16, 2013, 06:37:30 PM »
Mere bistar ki ab bhi silwate nahi nikli.
Tere baad es ghar se koi khushi nahi nikli.
Logged
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 08:41:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer