NEW GAME!!!!!..........................SAHAL

by sahal on January 08, 2013, 11:50:01 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
Print
Author  (Read 7454 times)
aqsh
Guest
«Reply #90 on: January 10, 2013, 11:37:35 AM »
Naam ki chahat nahi hame,
Tumse muhabbat nahi hame.
mohabbat apni chupakar kyun dil ko saza dete ho
humse jhoot kahkar phir tum maza lete ho
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #91 on: January 10, 2013, 08:05:19 PM »
zaalim teri aankhen nashe mein choor hai
tujh par to chaaya bas ishq ka fitoor hai
Kya kaha, mere ishq se fitoor jhalakta hai???
NahiN! isse  to tera   ghuroor   jhalakta hai
*********************************************
Kya kaha, mera ishq fitoor hai?Huh?
NahiN! ye to tera ghuroor hai
*********************************************
Jo tujhe mere  ishq  meiN  fitoor  nazar aata hai
Mujhe  tujh meiN chupa ghuroor nazar aata hai
*********************************************
Kaise keh diya tune  mera  ishq fitoor hai
Ye kuch aur  nahi  bas  tera  ghruroor  hai
 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #92 on: January 10, 2013, 08:07:34 PM »
mohabbat apni chupakar kyun dil ko saza dete ho
humse jhoot kahkar phir tum maza lete ho
Aaine meiN bahut dekh li shaql apni
Aaine meiN bahut dekh li shaql apni
......
......
......
......
......
......
Ab aapki aankhoN meiN dekhna chahta huN Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #93 on: January 10, 2013, 08:15:47 PM »
ishq mein jalne ka maza to sirf shama jaanti hai
parwaane to sirf shama ke lau ke aage ghoomna jaante hai
Jalaakar muddatoN dil parwaane ka
Waah re Shama! tu to anjaan ban gai
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #94 on: January 10, 2013, 08:21:09 PM »
shamma bewafa hoti hai parwane pyar karte hain
shamma ki lau jalaye se nahi inkar karte hain
Ye maana k tu shama hai, sho'la hai, sharaara hai
To  kya  iska   matlab   k   mujhe    jala  daalogi Usual Smile Usual Smile
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #95 on: January 10, 2013, 08:39:38 PM »
shamma bewafa hoti hai parwane pyar karte hain
shamma ki lau jalaye se nahi inkar karte hain
Parwaane yuN hi nahi  kahte  shama  ko be-wafa
Aaj shama ne ye  khud   bhi  qubool kar liya
Logged
aqsh
Guest
«Reply #96 on: January 11, 2013, 05:27:53 AM »
Kya kaha, mere ishq se fitoor jhalakta hai???
NahiN! isse  to tera   ghuroor   jhalakta hai
*********************************************
Kya kaha, mera ishq fitoor hai?Huh?
NahiN! ye to tera ghuroor hai
*********************************************
Jo tujhe mere  ishq  meiN  fitoor  nazar aata hai
Mujhe  tujh meiN chupa ghuroor nazar aata hai
*********************************************
Kaise keh diya tune  mera  ishq fitoor hai
Ye kuch aur  nahi  bas  tera  ghruroor  hai
 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Ishq mein teri mujhe fitoor nazar aata hai
husn hai humme to tujhe guroor nazar aata  happy3 happy3
Logged
aqsh
Guest
«Reply #97 on: January 11, 2013, 05:30:29 AM »
Aaine meiN bahut dekh li shaql apni
Aaine meiN bahut dekh li shaql apni
......
......
......
......
......
......
Ab aapki aankhoN meiN dekhna chahta huN Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Meri aankhein to gam ka dariya hai
kahin tum na doob jaana inhe paar karte hue
Logged
aqsh
Guest
«Reply #98 on: January 11, 2013, 05:34:08 AM »
Jalaakar muddatoN dil parwaane ka
Waah re Shama! tu to anjaan ban gai
shama to khamosh jala karti hai
aah bhi nikle to yeh pyaar ki ruswai hai
Logged
suman59
Guest
«Reply #99 on: January 11, 2013, 07:24:41 AM »
Parwaane yuN hi nahi  kahte  shama  ko be-wafa
Aaj shama ne ye  khud   bhi  qubool kar liya

fursat milegi to dekh lena aakar
ab bi hare hain tumhare diye zakham..
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #100 on: January 11, 2013, 10:12:44 PM »
fursat milegi to dekh lena aakar
ab bi hare hain tumhare diye zakham..
Khair! tumse behas nahi, ye Khuda jaanta hai
K maine tujhe  zakhm  diye,  ya  tune  mujhe Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #101 on: January 11, 2013, 10:17:02 PM »
Ishq mein teri mujhe fitoor nazar aata hai
husn hai humme to tujhe guroor nazar aata  happy3 happy3

Ye tum hi ho jo mere pehluoN ko dekh sakti ho
Ham to  ishq  meiN  andhe  haiN kya dekheiN
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #102 on: January 11, 2013, 10:23:35 PM »
Ishq mein teri mujhe fitoor nazar aata hai
husn hai humme to tujhe guroor nazar aata  happy3 happy3

Aye   maghroor   haseenoN   ye    mat   bhoolo  ke
Ham aashiqoN ke ishq se hi wajood hai tere husn Ka
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #103 on: January 11, 2013, 10:35:25 PM »
shama to khamosh jala karti hai
aah bhi nikle to yeh pyaar ki ruswai hai

chalo  aaj  ye  jalne  jalaane  ka  silsila  khatm  kar daaleiN
MaiN teri aag bujhaauN, tu meri ya, fire brigade bulwa leiN Laughing hard Laughing hard Laughing hard Usual Smile
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #104 on: January 11, 2013, 10:44:59 PM »
Meri aankhein to gam ka dariya hai
kahin tum na doob jaana inhe paar karte hue
Teri  zindagi   meiN    tere    saath  jeene
MaiN Aa gaya  tere  ghamoN  ko  peene
****************************************************
Tere ghamoN ka dariya  aur   mera  safeena hai
Mujhe tairna  nahi,  doobna nahi,  pee  jaana hai Usual Smile Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 08:33:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer