Reply the sher .....

by zama on February 24, 2009, 05:02:24 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 47
Print
Author  (Read 18889 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #105 on: March 03, 2009, 11:19:42 AM »
Khushi ka thikana gar pata hota,
To tanhaayion se rishta na jodte,
Talab to lag hi jati hai Andhero ki,
Jab dard dekar koi piche chod jata hai!

Hume Andheron Mein Ghar Basaana Achch Lagta Hai Ab,.
Jab Dekha Ujaalon Mein, Maine Insaano KO Badalte Hue,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Can any of u reply well to this by iknarayanan in Chit - Chat & General Discussion
REPLY ME by Ravish in English
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Plz Reply Ans...! by anjaansaya in General Stories
sher ka jawaab sher se....... by divyam in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
chitralsony
Guest
«Reply #106 on: March 03, 2009, 11:28:18 AM »
Chaliye ...pehla sher meri taraf se ...

Sajda toh rooz hum karte hai ya,....maula
par ek muhabbath mein main qafir sa kyu bana







hum ko ata to nahi ebadat ka saleeqa lakin
        taiay der pay atay hi ajab sa tamasha daikhon
        jisam ka  to kam hay jukna fanaa hojana a mehboob
        tairay agay to may roh ko be sarapa sajda daikhon
        
Logged
salma786
Guest
«Reply #107 on: March 04, 2009, 04:11:37 AM »
Hume Andheron Mein Ghar Basaana Achch Lagta Hai Ab,.
Jab Dekha Ujaalon Mein, Maine Insaano KO Badalte Hue,.

Badalna fitrat hoti hai, Chand logo ki,
Un ke liye andhron me jiya nahi jata,
Mana wafaa ke badle wafaa nahi milti,
Par bewafa ke liye Zehar piya nahi jata!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #108 on: March 04, 2009, 05:24:51 AM »
Badalna fitrat hoti hai, Chand logo ki,
Un ke liye andhron me jiya nahi jata,
Mana wafaa ke badle wafaa nahi milti,
Par bewafa ke liye Zehar piya nahi jata!


Gardish-e-Halaat mein kho gayi Mohabbat apni,
Ab Hume Naam Tak Unka Bataaya Nahi Jaata,
Unhone Diye Hai Zakhm Kuch Iss Kadar,
Ke Ab  Naam Tak,
Inn Labon Par Laaya Nahi Jaata....
Logged
salma786
Guest
«Reply #109 on: March 04, 2009, 06:22:06 AM »
Gardish-e-Halaat mein kho gayi Mohabbat apni,
Ab Hume Naam Tak Unka Bataaya Nahi Jaata,
Unhone Diye Hai Zakhm Kuch Iss Kadar,
Ke Ab  Naam Tak,
Inn Labon Par Laaya Nahi Jaata....


Applause Applause

Mohabbat me jo ghav khaye hai maine,
Unpe marham ab tak laga na sake,
Lakh koshish ki kanto ko daman me sajale,
Par zamane se dard ko chupa na sake!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #110 on: March 04, 2009, 06:24:36 AM »
Badalna fitrat hoti hai, Chand logo ki,
Un ke liye andhron me jiya nahi jata,
Mana wafaa ke badle wafaa nahi milti,
Par bewafa ke liye Zehar piya nahi jata!

Aaj sey naheen, azal sey,
Badal rahaa insaan!
Kisko, kiski parhee hai,
Jaatee, jaaye jaan!!

           - Ramwatiya/abd bundeli
Logged
salma786
Guest
«Reply #111 on: March 04, 2009, 06:38:11 AM »
Aaj sey naheen, azal sey,
Badal rahaa insaan!
Kisko, kiski parhee hai,
Jaatee, jaaye jaan!!

           - Ramwatiya/abd bundeli


Jab Mitti ke budh me,
Malik ne pyaar se phuki thi jaan,
Phir kaise nafrat ke mare,
Badal gaya insaan!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #112 on: March 04, 2009, 07:11:19 AM »
Jab Mitti ke butoun me,
Malik ne pyaar se phuki thi jaan,
Phir kaise nafrat ke mare,
Badal gaya insaan!

Us ney mittee ko badal;
Banaa diyaa insaan!
Par, Aadam kee shakl kaa,
Hi to hai Shaitaan!

          - Ramwatiya/abd bundeli


           
Logged
zama
Guest
«Reply #113 on: March 04, 2009, 07:19:57 AM »
Us ney mittee ko badal;
Banaa diyaa insaan!
Par, Aadam kee shakl kaa,
Hi to hai Shaitaan!

          - Ramwatiya/abd bundeli


           

Kaisi hai yeh ilzaam
ki badal gaya iinsaan
sabhi me jab maujud hai
ek adhe se haiwaan

Zama
Logged
zama
Guest
«Reply #114 on: March 04, 2009, 07:24:27 AM »
hum ko ata to nahi ebadat ka saleeqa lakin
        taiay der pay atay hi ajab sa tamasha daikhon
        jisam ka  to kam hay jukna fanaa hojana a mehboob
        tairay agay to may roh ko be sarapa sajda daikhon
        

Yeh muhabbat ki khel hai yaara
anmol ehsaaso.n ki mel hai yaara

lage sab ko jaan se pyara
woh aziiz mehboob hamara

Zama
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #115 on: March 04, 2009, 07:31:58 AM »
Kaisi hai yeh ilzaam
ki badal gaya iinsaan
sabhi me jab maujud hai
ek adhe se haiwaan

Zama

Shakl wahee hai; aql par,
Baithaa hai Shaitaan!
Is sey ab, insaan kee,
Hai mushkil mein jaan!!

         - Ramwatiya/abd bundeli

          
Logged
zama
Guest
«Reply #116 on: March 04, 2009, 07:40:14 AM »
Shakl wahee hai; aql par,
Baithaa hai Shaitaan!
Is sey ab, insaan kee,
Hai mushkil mein jaan!!

         - Ramwatiya/abd bundeli



Mushkil na ho toh zindagi mein mazaa kaha
khamoshi mein jeene  se badiya sazaa kaha

akl par jab pade ho taale
toh kaise jhankenge  ujhale

Zama

          

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: March 04, 2009, 07:55:48 AM »
BOhat Achche Lage Raho.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #118 on: March 04, 2009, 11:40:48 AM »
Zama ji!

Mushkiloun sey naheen daraa hai baarahaa koyee!
Unsey larhtey huye, haalaanki, jaan bhi khoyee!!
Aql jab bhi huyee bey chain, zaraa-see pee hai;
Aur, Shaitaan ki baahoun mein zindagee jee hai!!

                               - abd bundeli
Logged
zama
Guest
«Reply #119 on: March 04, 2009, 02:53:11 PM »
Zama ji!

Mushkiloun sey naheen daraa hai baarahaa koyee!
Unsey larhtey huye, haalaanki, jaan bhi khoyee!!
Aql jab bhi huyee bey chain, zaraa-see pee hai;
Aur, Shaitaan ki baahoun mein zindagee jee hai!!

                               - abd bundeli



Abd ji !!!!!

Shaitaan bhi tou khuda kii hii karamat hai
warna toh ..na aathi..duniya mein ..kayamath hai

acchayi hi gar hoti insaan kii fitrat mein
tou maseeha hi ban jaate sabhi kismat se...

Zama


Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 47
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:07:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer