addicted
Guest
|
«Reply #165 on: March 09, 2009, 05:25:53 AM » |
|
Muhabbath kya chiiz hai gar pata hota na iss kader dil tum pe fida hota gar wafa tumne bhi kabhi kiya hota na ab naam mera bhi bewafa hota
Zama
maiNe shuruwaat kii muhabbat kii tuNe to bas meraa saath diyaa dubaa rahe the jab dushman mujhe tuNe to unn ko apNaa haath diyaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
zama
Guest
|
|
«Reply #166 on: March 09, 2009, 11:10:58 AM » |
|
Humne jo bhi kuch kiya tumhare liye hai accha kiya tumhe wafadaar sabit karne k liye humne khud ko hai bewafa kar liya
Zama
|
|
|
Logged
|
|
|
|
addicted
Guest
|
|
«Reply #167 on: March 09, 2009, 12:38:49 PM » |
|
Humne jo bhi kuch kiya tumhare liye hai accha kiya tumhe wafadaar sabit karne k liye humne khud ko hai bewafa kar liya
Zama
maiN terii baat par kuch naa kahu to achaa hai tum chhahe lo merii jaan bhi chup rahu to achaa hai yun to aksar sab dard se tadap kar awaaz karte hai maiN tere saare sitam chup chaap sahu to achaa hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zama
Guest
|
|
«Reply #168 on: March 09, 2009, 03:17:17 PM » |
|
maiN terii baat par kuch naa kahu to achaa hai tum chhahe lo merii jaan bhi chup rahu to achaa hai
yun to aksar sab dard se tadap kar awaaz karte hai maiN tere saare sitam chup chaap sahu to achaa hai
Yeh maana kii mere jahan se chup chaap guzar jaatey yeh hijr-e-muhabbath ki dard zehan mein mere yun hi tehar jaati par ek sawaal kii jawaab aaj bhi adhure hai sanam tum bin yeh bekaraar ruh ...akhiir kidhar jaati
|
|
|
Logged
|
|
|
|
addicted
Guest
|
|
«Reply #169 on: March 09, 2009, 04:52:18 PM » |
|
Yeh maana kii mere jahan se chup chaap guzar jaatey yeh hijr-e-muhabbath ki dard zehan mein mere yun hi tehar jaati par ek sawaal kii jawaab aaj bhi adhure hai sanam tum bin yeh bekaraar ruh ...akhiir kidhar jaati
tere liye hii to haiN hum bekaraar saajan tum hii to ho mera sansaar tum se hii duniyaa chalti hai meri tum par hii sab khatam mere yaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zama
Guest
|
|
«Reply #170 on: March 11, 2009, 09:11:59 AM » |
|
tere liye hii to haiN hum bekaraar saajan tum hii to ho mera sansaar
tum se hii duniyaa chalti hai meri tum par hii sab khatam mere yaar
Meri toh hai pehchaan tumhiise dil , jigar aur hai jaan tumhiise wafadaari ka sabut main kya du jab hai meri imaan tumhiise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zama
Guest
|
|
«Reply #171 on: March 11, 2009, 09:19:08 AM » |
|
Hume toh muhabbath bahot tha sanam hamare muhabbath mein kami thi sanam
jo kar na sake tumse izhar-e-sitam ki ab toh muhabath ban gayi hai bharam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #172 on: March 18, 2009, 01:18:24 PM » |
|
Tumhari yaad ne kabhi saat na choda sanam Dard judayi ne mujhse kabhi muh na moda.. Nahi sikwa tujhse koyi, na koyi gila Vo kaun hai ki jisne mera dil NA toda...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #173 on: April 03, 2009, 08:10:03 PM » |
|
Zakhmon Pe Namak Chidhakne Ka Rivaaj Purana Hai Aansoo Jo De Aankhon Main, Uska Naam Zamana Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bharat
Guest
|
|
«Reply #174 on: April 14, 2009, 02:58:48 AM » |
|
तनहा है ज़िन्दगी और लबो पे सिर्फ अफ़साने है नज़रो के सामने गुज़रते हुए सब चेहरे बेगाने है!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salma786
Guest
|
|
«Reply #175 on: April 15, 2009, 02:39:41 PM » |
|
Har apna begana hi nazar ata hai, jo mohabbat karta hai wo daga hi pata hai!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #176 on: April 28, 2009, 04:04:27 AM » |
|
Begane ko to har koi begana hi lagega Dosti karke dekho lo to dewaana lagega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salma786
Guest
|
|
«Reply #177 on: April 29, 2009, 10:41:37 AM » |
|
Bahoot khichi lakire tune Kagazo pe, Bahoot Darare bhi pad gayi diwaro pe, Bas naam ki hi reh gayi hai ab dosti, Or khoon hi reh gaye hai sare khanjaro me!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #178 on: April 29, 2009, 11:25:12 AM » |
|
Apne mann mein doob kar pa ja suragh e zindagi Tu agar mera nahin banta na ban apna to ban
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdbundeli
Guest
|
|
«Reply #179 on: April 30, 2009, 07:36:15 AM » |
|
Apne mann mein doob kar pa ja suragh e zindagi Tu agar mera nahin banta na ban apna to ban
Kaash yeh dil na hotaa harjaayee: Ham bhi duniyaa mein chain sey rahtey! Sabhee hawaayen hamaareen hoteen; Jhoomtey saath, bin bahey bahtey!!
- abd bundeli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|