Reply the sher .....

by zama on February 24, 2009, 05:02:24 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 47
Print
Author  (Read 18572 times)
Roja
Guest
«Reply #240 on: August 05, 2009, 03:27:51 PM »
shayad wali line mein shayad kami kii jagah kabhi likha diya hai aapne roja

dil kii har dastal ka raaz jaan jaata
toh mere sanam tu mera raaz jaan jaata
tu bhi karne lagta bepanaah muhabbat mujhse
yeh zamaana mohabbat ka raaz jaan jaata

typing error hua. teek kiya maine saahil  Usual Smile Thanks mujhe bataya aapne
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Can any of u reply well to this by iknarayanan in Chit - Chat & General Discussion
REPLY ME by Ravish in English
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Plz Reply Ans...! by anjaansaya in General Stories
sher ka jawaab sher se....... by divyam in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
abdbundeli
Guest
«Reply #241 on: August 05, 2009, 06:13:30 PM »
Aabadiyon mein hum bas akele nazer aaye
Virana jisse kehte hai viraan na payee

Shayad hai aaj tak bhi apni kasam mein kami
Jo dil mein hai, "Roja", isse pehchan na payee 



Ham jaantey huye bhee, kuchh jaantey naheen!
Pahichaantey huye bhee, pahichaantey naheen!
Ham beywafaa hain khud sey, aur apney jigar sey;
Kahney ko bahut kuchh hai, par, bakhaantey naheen!!

                         - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #242 on: August 09, 2009, 05:23:15 PM »

Ham jaantey huye bhee, kuchh jaantey naheen!
Pahichaantey huye bhee, pahichaantey naheen!
Ham beywafaa hain khud sey, aur apney jigar sey;
Kahney ko bahut kuchh hai, par, bakhaantey naheen!!

                         - abd bundeli


Thi kabhi her shab gulisthane-nishaad
Muddaton se her kali murjayi hai
Dhur rehti hu tere khuche se mai
Meri aahon mein teri ruswayi hai
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #243 on: August 09, 2009, 06:51:35 PM »
Andaz badalne lagte hain, hoton pe shararat hoti hai,
Andaz badalne lagte hain, hoton pe shararat hoti hai,
Nazron se pata chal jata hai
Jis dilme mohabbat hoti hai…
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #244 on: August 10, 2009, 04:44:32 AM »

Thi kabhi her shab gulisthan-e-nished
Muddaton se har kali murjhayi hai
Dur rehti hun tere kuche se main
Meri aahon mein teri ruswayi hai

Armaan kee uunchaaiyaan naapeen haneen jaateen!
Insaan kee gahraaiyaan naapeen haneen jaateen!
Harjaayee kaheyn woh, ki, kaheyn beywafaa hamain?
Buhtaan kee ruswaaiyaan naapeen haneen jaateen!!

(Poori gazal, gazaloun key forum mein post karoongaa.)
                          - abd bundeli

Logged
Roja
Guest
«Reply #245 on: August 12, 2009, 03:02:12 AM »
Armaan kee uunchaaiyaan naapeen haneen jaateen!
Insaan kee gahraaiyaan naapeen haneen jaateen!
Harjaayee kaheyn woh, ki, kaheyn beywafaa hamain?
Buhtaan kee ruswaaiyaan naapeen haneen jaateen!!

(Poori gazal, gazaloun key forum mein post karoongaa.)
                          - abd bundeli



Has-has ke bade zulm sahe humne magar
Apni juban se tumhari burayee na ho saki..

Insaan mein khuda ka noor hai magar
Insaan se uski zulwanumayi na ho saki


(Poori gazal mai b Gazal section mein post karungi  Usual Smile )
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #246 on: August 12, 2009, 04:29:41 AM »

Has-has ke bade zulm sahe humne magar
Apni juban se tumhari burayee na ho saki..

Insaan mein khuda ka noor hai magar
Insaan se uski zulwanumayi na ho saki


(Poori gazal mai b Gazal section mein post karungi  Usual Smile )

Ham chaahtey hain jis ko, us mein chaah kar bhi ham,
Paatey naheen hain khoj kabhee bhee buraaiyaan!
Lagtaa hai koyi neem farishtah hai nazar mein;
Hon laakh us key rukh pai jahannam ki jhaaniyaan!!

                                - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #247 on: August 12, 2009, 01:51:31 PM »

Ham chaahtey hain jis ko, us mein chaah kar bhi ham,
Paatey naheen hain khoj kabhee bhee buraaiyaan!
Lagtaa hai koyi neem farishtah hai nazar mein;
Hon laakh us key rukh pai jahannam ki jhaaniyaan!!

                                - abd bundeli


Samjho mat, hum hakeer hai saheb
Tere dhar ke faqeer hai saheb  Giggle
Logged
Roja
Guest
«Reply #248 on: August 12, 2009, 02:00:01 PM »
Thanks @Kaash ji... aapne b bahut accha likha hai  Thumbs UP

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #249 on: August 12, 2009, 02:31:05 PM »

Samjho mat, hum hakeer hai saheb
Tere dhar ke faqeer hai saheb  Giggle

Yah sach naheen hai Roja!

Us kee duniyaa mein kuchh haqeer naheen!
Koun hai jo yahaan faqeer naheen?
Muskuraatey hain sabhee, kyoun ki, kyaa kareyn warnah?
Jhaankiye dil mein; koun hai, ki, jo dilgeer naheen?


                                     - abd bundeli


Logged
Roja
Guest
«Reply #250 on: August 12, 2009, 02:40:07 PM »
Yah sach naheen hai Roja!

Us kee duniyaa mein kuchh haqeer naheen!
Koun hai jo yahaan faqeer naheen?
Muskuraatey hain sabhee, kyoun ki, kyaa kareyn warnah?
Jhaankiye dil mein; koun hai, ki, jo dilgeer naheen?


                                     - abd bundeli




Toda toda sach hai na uncle  tongue3


Jasan dethe rahe-wafa mein jo
Bande wo be-nazeer hai saheb
Zindagi ko samajne ke kasir (asamarth)
Kaise keh de dabeer(writer) hai saheb tongue3
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #251 on: August 12, 2009, 04:17:54 PM »

Toda toda sach hai na uncle  tongue3


Jasan dethe rahe-wafa mein jo
Bande wo be-nazeer hai saheb
Zindagi ko samajne ke kasir (asamarth)
Kaise keh de dabeer(writer) hai saheb tongue3

Okay Roja! Too jo bhi ho, par hai barhee hee pyaaree! Teyree baateyn dil ko chhooteen hain! May HE BLESS you!

Zindagee, zindaee hai; jeenaa hai!
Zahar ho aab-e-nosh, peenaa hai!
Khoobsoorat hai zindagee; leykin,
Mout firdous kee haseenaa hai!!

               - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #252 on: August 12, 2009, 04:20:31 PM »
Okay Roja! Too jo bhi ho, par hai barhee hee pyaaree! Teyree baateyn dil ko chhooteen hain! May HE BLESS you!

Zindagee, zindaee hai; jeenaa hai!
Zahar hoi, aab-e-nosh peenaa hai!
Khoobsoorat hai zindagee; leykin,
Mout firdous kee haseenaa hai!!

               - abd bundeli

Thanks for the blessings Uncle ji. Yu hi saat dete rehna  icon_thumleft
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #253 on: August 12, 2009, 04:23:53 PM »
Thanks for the blessings Uncle ji. Yu hi saat dete rehna  icon_thumleft

That's like a good girl!
You're welcome Roja!
            - abd bundedi
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #254 on: August 12, 2009, 04:25:05 PM »
bahot acha likha hai Abd ji and Roja ji  Applause Applause Applause

apni to ye adat hai ki khushaash-bashaash(khush) rahte hain
vassaaf(bahot prashnsha karna) nahi  tongue3 lihaaf bhi shaffaaf(transparent) rakhte hain

Thanks @kaash
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 47
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 08:28:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer