Reply the sher .....

by zama on February 24, 2009, 05:02:24 AM
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 47
Print
Author  (Read 18891 times)
abdbundeli
Guest
«Reply #570 on: January 29, 2013, 11:04:03 AM »
Abd Sahaab behad khoob sher kaha hai daad.. Par rahey ke bajaay rahte hona chaiye naa.. ?

Chaar roz e zindagi hai aik roz e hasr hai
GaflatoN meiN hai uljha har aik bashr hai


Shukriyah, ParwaaZ ji! Yeh Hashra tak saath-saath rahney key ba'ad kee 'kalpanaa' hai: ham thahrey 'rind' to jannat to hamain haasil waisey bhi nahin honee thee; par hamaaraa 'mahboob' to paak-o-deenbaan hai, tabhee to Rizwaan hamain chhodkar 'usey' apney saath jannat liwaa ley gayaa hai!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Can any of u reply well to this by iknarayanan in Chit - Chat & General Discussion
REPLY ME by Ravish in English
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Plz Reply Ans...! by anjaansaya in General Stories
sher ka jawaab sher se....... by divyam in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
suman59
Guest
«Reply #571 on: February 01, 2013, 12:52:03 PM »
na dawa, na bimaari aur na hai koi laachaari
bheegne ki na baat karo sardi hai bhaari

haan yahan na bimari aur na koyi lachari ya thandii
aajao yahan aajao..garmi se sach mein SARFIR jayega... tongue3
Logged
suman59
Guest
«Reply #572 on: February 01, 2013, 12:57:11 PM »
Jiyo hashra tak baakhushee,
Jeenaa hai tyohaar!
Raho shaad aabaad tum;
Dushman mareyn hazaar!!

             - abd bundeli


dushman sare mare to kinse hoga anban
bundeli sb yahan pyar mehenga hai aur dushman sasta
apni dil ki baat kaho...
kya is dil mein mera tasvir hai?  icon_king
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #573 on: February 01, 2013, 01:25:05 PM »
dushman sare mare to kinse hoga anban
bundeli sb yahan pyar mehenga hai aur dushman sasta
apni dil ki baat kaho...
kya is dil mein mera tasvir hai?  icon_king

Suman ji!

Tasveer-e-yaar qaid hai koney mein jigar key:
Bas deykhney kee baat hai: deykhogey kidhar sey?
Yaadon mein noor-e-yaar hai, yaa rooh-e-barq hai;
Aankhon mein aab-e-garm hai, laachaar nazar key!!

              - abd bundeli

Logged
sarfira
Guest
«Reply #574 on: February 02, 2013, 06:56:58 AM »
ilm e ishq idhar bhi, hai junoon e yaar udhar bhi
marz kaho ya laachari dono me kya fark hai--
!!!!
Logged
suman59
Guest
«Reply #575 on: February 02, 2013, 08:17:38 AM »

Suman ji!

Tasveer-e-yaar qaid hai koney mein jigar key:
Bas deykhney kee baat hai: deykhogey kidhar sey?
Yaadon mein noor-e-yaar hai, yaa rooh-e-barq hai;
Aankhon mein aab-e-garm hai, laachaar nazar key!!

              - abd bundeli


Wahhhh....

Abd bundeli jee...

Jab chand nikalta hai tab chandni mukurati hai
Aap hame yaad kare na kare.. hame aapki yaad satati hai
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #576 on: February 02, 2013, 09:00:54 AM »
ilm e ishq idhar bhi, hai junoon e yaar udhar bhi
marz kaho ya laachari dono me kya fark hai--
!!!!

Noor hi noor hai, taareekiyaan to hain satahee;
Roshanee hai azal sey barqaraar har lamhey!
Deykh paayen na agar ham, to, kyaa karey saaqee?
Dar haqeeqat: safeyd, syaah mein hai, koun kahey!

                   - abd bundeli
Logged
suman59
Guest
«Reply #577 on: February 03, 2013, 10:55:22 AM »
Jinke liye hum bekaraar rehte hain
Vo na jaane kin khayalon mein rehte hain..
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #578 on: February 03, 2013, 11:20:24 AM »
Jinke liye hum bekaraar rehte hain
Vo na jaane kin khayalon mein rehte hain..
Arre re re ye bekraarii kiske liye hai.
Mujhe btaao ye jaankaarii kiske liye hai.
Logged
suman59
Guest
«Reply #579 on: February 03, 2013, 11:30:53 AM »
Teri talash mein nikle the aaj ye diwani
Kahan sehar ho kahan shaam ye khuda jaane..
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #580 on: February 03, 2013, 11:35:33 AM »
Teri talash mein nikle the aaj ye diwani
Kahan sehar ho kahan shaam ye khuda jaane..
Tauba tauba ae khuda maaaf zaraa maaf kar.
Ye bulaatii hai tumhe enkaa dimaag saaf kar
Logged
suman59
Guest
«Reply #581 on: April 18, 2013, 12:32:36 AM »
Tauba tauba ae khuda maaaf zaraa maaf kar.
Ye bulaatii hai tumhe enkaa dimaag saaf kar

hahaha pagal  DOH

Nadaan hai vo insaan jo poojte hain apna pyar
In dagabaaz diwanon  ka jaane kyun karte hai intezar
Logged
champak
Guest
«Reply #582 on: April 18, 2013, 01:02:43 AM »
hahaha pagal  DOH

Nadaan hai vo insaan jo poojte hain apna pyar
In dagabaaz diwanon  ka jaane kyun karte hai intezar


Na Hindu hai na Muslim hai,na koi Sikh Isaai hai..
deewaano ka dharam mahboob ke gaalon ke til me hai..
na Mandir me na Masjid me na Girjaghar na Gurudvaare...
wo Karobar-e-ulfat ka khuda bas mere dil me hai...!

Usual Smile
Logged
suman59
Guest
«Reply #583 on: April 18, 2013, 01:10:18 AM »
Na Hindu hai na Muslim hai,na koi Sikh Isaai hai..
deewaano ka dharam mahboob ke gaalon ke til me hai..
na Mandir me na Masjid me na Girjaghar na Gurudvaare...
wo Karobar-e-ulfat ka khuda bas mere dil me hai...!

Usual Smile

vry gud

Humne dekha tha fakth shauk-e-nazar ki khatir
ye na socha tha ki tum dil mein utar jaoge
Logged
sarfira
Guest
«Reply #584 on: April 18, 2013, 01:16:59 AM »
na kar ye khtaa bar bar tu aye nadaan
tu usko hi puje hai jo kisi aur ki bandagee krta hai----
Logged
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 47
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:19:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer