SHAYRI...EITHER FIRST WORD..OR LAST WORD

by @kaash on March 05, 2009, 07:19:14 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 4640 times)
@kaash
Guest
Dear frnds,

it's a new game...in this game we can use either the first word
of the sher to make a sher or use the last word
of the sher

the only thing we have to remember that
we should start and end the sher
with a word...
so that other person can make the sher/shayri


here is the first one..

sabab bedili ka jab bhi zindagi se poochha hai
gham na kar haske kaha usne,nahi hoti koi iski vajah

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
a WorD oN FrIenDshIp...! by Tosha in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3 4 »
~WoRd GaMe~Guess the next word~ by sanya310 in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 264 265 »
!!! One Word !!! by princejpr in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 29 30 »
WORD...... by adil bechain in SMS , mobile & JOKES
Rec.word:Ishq by MinakshiGil in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 3 4 »
Talat
Guest
«Reply #1 on: March 05, 2009, 01:49:45 PM »
Nice game again...!


Dua hai dil ki doobti kashti ka kinara,
WO ek dene waala hi hai bas aakhiri Sahara
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 05, 2009, 02:03:57 PM »
Nice game again...!


Dua hai dil ki doobti kashti ka kinara,
WO ek dene waala hi hai bas aakhiri Sahara

Sahaara Kaun Deta Hai Parwardigaar Ke Siwa,.
Log Muskuraate Bhi Hai, Yahaan Kisi Matlab Se,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: March 05, 2009, 02:16:46 PM »
Azeem,

aapne last word theek nahin diya....Aapka last word hai "Se" aur is lafz se koi sher shuru nahin ho paayega !


Aapko aisa sher likhna hai ki us sher ka last word bhi next user apne sher ki shuruaat main use kar sake.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 05, 2009, 02:22:18 PM »
Azeem,

aapne last word theek nahin diya....Aapka last word hai "Se" aur is lafz se koi sher shuru nahin ho paayega !


Aapko aisa sher likhna hai ki us sher ka last word bhi next user apne sher ki shuruaat main use kar sake.

Sorry Didi,.

Main Tera Aashiq Hoon ye Bata Tu Jaanti Hai,.
Phir Bhi Meri Jaan, Teri Aazmaaish Mein, Maine Izaafa Dekha,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: March 05, 2009, 02:41:08 PM »
Sorry Didi,.

Main Tera Aashiq Hoon ye Bata Tu Jaanti Hai,.
Phir Bhi Meri Jaan, Teri Aazmaaish Mein, Maine Izaafa Dekha,.
is main sorry ki kya baat hai Usual Smile

Magar DOH abhi bhi theek nahin  Usual Smile

Maine aapke sher se oppar jo sher likha tha, uski shuruaat DUA se ki hai aur end SAHARA se kiya hai...

Ab aapko koi aisa sher likhna hai, jo ya to DUA se shuru ho ya SAHARA se...lekin aapke sher ka last word aisa hona chhaiye jo ki next member apne sher ki shuruaat main use kar sake !

Thoda mushkil hai, bas shayari seekhne aur sochne ke liye achcha game hai !
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: March 05, 2009, 02:43:46 PM »
dekhahai dua ko bhi humne roobaru hote
yaaden nahi jalti jalte hain to bus yaadon ke diye



Diye yaadon ke, khoon-e-dil maangte hain
Jalaana bhi mushkil, bujhana bhi Mushkil !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 05, 2009, 02:50:19 PM »
is main sorry ki kya baat hai Usual Smile

Magar DOH abhi bhi theek nahin  Usual Smile

Maine aapke sher se oppar jo sher likha tha, uski shuruaat DUA se ki hai aur end SAHARA se kiya hai...

Ab aapko koi aisa sher likhna hai, jo ya to DUA se shuru ho ya SAHARA se...lekin aapke sher ka last word aisa hona chhaiye jo ki next member apne sher ki shuruaat main use kar sake !

Thoda mushkil hai, bas shayari seekhne aur sochne ke liye achcha game hai !

Theek Hai,.

Mushkilon Se Jo Darna Na Jaane,.
Andheron Mein Wohi, Roshni Pehchaane,. .
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 05, 2009, 03:14:51 PM »
bahot khoob Azeem..acha likha hai aapne

mushkilen zindagi me imtihaan-e-daur laati hain
inhi me to chhupi hai har kaamyaabi ki shuruaat

Shukriya,.

Shuruwaat Mein Hi Mohabbat Ki, Maine Gham Paa Liya,.
Log Kehte The, Ki Anjaam Buraa Hoga,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: March 05, 2009, 04:14:53 PM »
shuruwaat kee ek naee zindagee kee maine, tum bhi ho iss mein shaamil...
dareeya bhi paar larlaengay agar ek dafa karlaen tumko haasil...

Shukriya,.

Shuruwaat Mein Hi Mohabbat Ki, Maine Gham Paa Liya,.
Log Kehte The, Ki Anjaam Buraa Hoga,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: March 06, 2009, 11:11:34 AM »


"Shuruaat" hi hai zindagi ki haqiqat,
Ruke qadmon se nahin mila karti hai Manzil !!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: March 06, 2009, 11:15:16 AM »

"Shuruaat" hi hai zindagi ki haqiqat,
Ruke qadmon se nahin mila karti hai Manzil !!

Ek manzil ka meri nishaan na mila,
Jo bhi mile raste ho barbaadi ke the...
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: March 06, 2009, 11:17:36 AM »
Nice one Shally

Shally, aap ko sher ya to "Manzil" se shuru karna hai, ya phir "Shuruaat" se ..... aur aapke sher ka last word bhi aisa hona chahiye jo next member apne sher ke shuru main use kar sake Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: March 06, 2009, 11:20:17 AM »
Nice one Shally

Shally, aap ko sher ya to "Manzil" se shuru karna hai, ya phir "Shuruaat" se ..... aur aapke sher ka last word bhi aisa hona chahiye jo next member apne sher ke shuru main use kar sake Usual Smile

sorry dear
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: March 06, 2009, 11:21:35 AM »
Zindagi ko kaun samajh paaya hai
Har shakhs ko isne sataya Hai
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 10:31:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer