Sing a song for person above u

by desikuri on June 01, 2006, 12:52:56 PM
Pages: 1 ... 119 120 121 122 [123] 124 125 126 127 ... 163
Print
Author  (Read 45340 times)
Shikha12
Guest
«Reply #1830 on: May 15, 2007, 10:01:51 AM »
Yeh dosti hum nahi todenge
Todenge dum magar...
Tera saath na chhodenge...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #1831 on: May 15, 2007, 10:08:00 AM »
Hum Se Tum Dosti kar lo,
yeh hansi Galti kar lo.........

Aao na Haath Milaao na,
O baby aao na, baat suno...!!!!! :wink: :lol:
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1832 on: May 15, 2007, 10:10:32 AM »
Dosti karate nahin dosti ho jaati hai,
Dosti badh jaaye to aashiqi ban jaati hai...
Aashiqi badh jaaye to bandagi ban jaati hai!!!! :D :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #1833 on: May 15, 2007, 10:13:35 AM »
Yeh dosti hum nahi chodenge,
Chodenge hum Agar.........

Tera Saath na Chodenge... !!!!!! Usual Smile Usual Smile
Logged
natural
Guest
«Reply #1834 on: May 17, 2007, 05:03:09 AM »
Diye Jalte Hain Phool Khilte Hain,
Badi Mushkil Se Magar Duniya Mein Dost Milte Hain....
Diye Jalte Hain....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1835 on: May 17, 2007, 05:05:38 AM »
Kaun aaya ki Nigaahon mey chamak Jaag Uthi,
Dil ke Soye hue Taaron mey khanak jaag uthii... :D
Logged
natural
Guest
«Reply #1836 on: May 17, 2007, 05:07:25 AM »
khilte haiN gul yahaaN, khil ke bikharne ko
milte haiN dil yahaaN, mil ke bichhaRne ko
khilte haiN gul yahaaN.....

(kal rahe na rahe, mausam ye pyaar kaa
kal ruke na ruke, Dolaa bahaar kaa ) - (2)
chaar pal mile jo aaj, pyaar meN guzaar de
khilte haiN gul yahaaN.....

(jhiiloN ke hoNThoN par, meghoN kaa raag hai
phuuloN ke siine meN, ThanDii ThanDii aag hai) - 2
dil ke aaiine meN tuu, ye samaaN utaar de
khilte haiN gul yahaaN.....

(pyaasaa hai dil sanam, pyaasii ye raat hai
hoNThoN me dabii dabii, koii miiThii baat hai) - 2
in lamhoN pe aaj tuu, har khushii nisaar de
khilte haiN gul yahaaN, khil ke bikharne ko
milte haiN dil yahaaN, mil ke bichhaaRne ko .... :D
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1837 on: May 17, 2007, 05:11:59 AM »
Jab saamne tum aa jaate ho,
Kya jaaniye, kya ho jaata hai...
Kuch mil jaata hai, Kuch Kho jaata hai...
Kya jaaniye, kya ho jaata hai...
Logged
natural
Guest
«Reply #1838 on: May 17, 2007, 05:15:15 AM »
hume aur jeene ki chahat na hoti..
agar tum na hote... agar tum na hote..
tumhe kya bataun.. ki tum mere kya ho..
meri zindagi ka tumhi aasara ho.... :D
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1839 on: May 17, 2007, 05:18:47 AM »
Chale thhe saath milkar,
Chalenge Saath Milkar...
Tumhe Rukna Padegaa....
Meri Aawaaz sun kar...
Chale thhe saath milkar.... Usual Smile
Logged
natural
Guest
«Reply #1840 on: May 17, 2007, 05:23:29 AM »
sathi mere sun to jara,
lengey hajaaron janam,
honge juda na hum,
teri kasam.... Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1841 on: May 17, 2007, 05:29:14 AM »
Jeene ke bahaane laakhon hai,
Jeena tujhko aaya hi nahin....
Koi bhi tera, Ho sakta hai...
Kabhi tuune apnaaya hi nahin... Usual Smile
Logged
natural
Guest
«Reply #1842 on: May 17, 2007, 06:09:10 AM »
ek tera saath humko do jahan se pyaara hai
tu hai to har sahara hai
na mile sansar tera pyaar to humara hai. Winking
ek tera saath humko do jahan se pyaara hai
Logged
ANKUR_CRAZY
Guest
«Reply #1843 on: June 06, 2007, 05:31:26 PM »
chanda mama dur ke tongue3
Logged
punam
Guest
«Reply #1844 on: June 06, 2007, 05:32:34 PM »
Nach mere bul bul ke paisa milega...
Logged
Pages: 1 ... 119 120 121 122 [123] 124 125 126 127 ... 163
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 02:33:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer