Who Is Real Shayar

by Shayaries_King on September 14, 2009, 08:58:19 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Author  (Read 6047 times)
brokenbyluv
Guest
«Reply #60 on: October 07, 2009, 12:58:07 PM »

bewafao se kya koi hisab maang sakte hai,
vo tou bus dil tod k gairo k sath humpe haste hai......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
A real incident by lib80aks in Inspirational Stories and real life Incidences. « 1 2 3  All »
try this out...its real fun! by mili_genie in Chit - Chat & General Discussion
real by BEAUTY in English
Who is Real Shayar Of The Day...By Rishi by Rishi Agarwal in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 8 9 »
Woh Shayar Bhi Kya Shayar "Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Shayaries_King
Guest
«Reply #61 on: October 07, 2009, 01:38:11 PM »

bewafao se kya koi hisab maang sakte hai,
vo tou bus dil tod k gairo k sath humpe haste hai......

Dil Todkar Muskurane Walon Me Woh Toh Nahi Thi
Naa Jane Q Haste Hue B Uske Cehre Pe Wo Muskaan Nahi Thi
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #62 on: October 07, 2009, 06:18:11 PM »
muskan ko apne chahre mein chhupana vo khub jante the,
afsos bus itna hai ki dhokha usne diya jise hum apne sab kuch mante the...... sad11
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #63 on: October 08, 2009, 09:16:08 AM »
Aapki muskan ne to mere sab kuch lut liya
phir kahti ho ki aapne hi mujhe dhokha diya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: October 08, 2009, 11:32:41 AM »
Dil Todkar Muskurane Walon Me Woh Toh Nahi Thi
Naa Jane Q Haste Hue B Uske Cehre Pe Wo Muskaan Nahi Thi


Waah Kya KHoob,.



Wo Hasta Raha, Magar Shikayat Use Khushi Se Thi,.
Use Har Baar Tere Ghamon Ka Khayal Hota Tha,.

-Azeem-
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #65 on: October 08, 2009, 11:35:57 AM »
Waah Kya KHoob,.



Wo Hasta Raha, Magar Shikayat Use Khushi Se Thi,.
Use Har Baar Tere Ghamon Ka Khayal Hota Tha,.

-Azeem-


Mere Ghamon Ka Khayal Tab Usse Aayega
Mere Yadon Ka Lamha Jab Usse Rulayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: October 08, 2009, 11:39:43 AM »
Mere Ghamon Ka Khayal Tab Usse Aayega
Mere Yadon Ka Lamha Jab Usse Rulayega


Aansuon Ke Nishaan Jinke Chehre Pe Hote Hain,.
Unhe Ghamon Ki Baddua Dena Bhi, Bekaar Hai,.

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #67 on: October 08, 2009, 11:44:17 AM »
Pyar me Deni baduaa hai hume to beshaq dijiye
Per Itne din aap kha the pahle ye to hisab dijiye
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #68 on: October 08, 2009, 11:46:15 AM »

Aansuon Ke Nishaan Jinke Chehre Pe Hote Hain,.
Unhe Ghamon Ki Baddua Dena Bhi, Bekaar Hai,.



Shayad Unke Ateet Ki Thi Yeh Parchai
Unke Behte Hue Ansuo Me Mujhe Kisi Ki Baddua Nazar Aayi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: October 08, 2009, 12:17:05 PM »
Shayad Unke Ateet Ki Thi Yeh Parchai
Unke Behte Hue Ansuo Me Mujhe Kisi Ki Baddua Nazar Aayi



Jaane Kiski Badua Lagi Meri Khushi Ko,.
Jo Guzar Jaati Hai Muskuraane Se Pehle,.
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #70 on: October 08, 2009, 12:22:14 PM »


Jaane Kiski Badua Lagi Meri Khushi Ko,.
Jo Guzar Jaati Hai Muskuraane Se Pehle,.

Mujse Mohabbat Kar Sake Wo Itni Kaabil Naa Thi
Magar Muujhe Baddua Dene Walon Me Woh Bhi Shamil Thi

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: October 08, 2009, 12:26:12 PM »
Mujse Mohabbat Kar Sake Wo Itni Kaabil Naa Thi
Magar Muujhe Baddua Dene Walon Me Woh Bhi Shamil Thi




Meri Kismat Mein Tha Ke Main Ghamzaada Rahoon,.
Ye Mera Naseeb Hai "Dost, Kisi Ki Badduaa Nahi,.
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #72 on: October 08, 2009, 12:31:22 PM »

Meri Kismat Mein Tha Ke Main Ghamzaada Rahoon,.
Ye Mera Naseeb Hai "Dost, Kisi Ki Badduaa Nahi,.

Kisi Ki Baddua Ko Hum Dua Me Badal Sakte Hai
Meri Ankon K Ansu Kisi Pathar Dilko Ko BHi Pigal Sakte Hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: October 08, 2009, 12:40:04 PM »
Kisi Ki Baddua Ko Hum Dua Me Badal Sakte Hai
Meri Ankon K Ansu Kisi Pathar Dilko Ko BHi Pigal Sakte Hai


Apne Gham Bayaan Karne Ka Koi Aur Dhang Ijaad Kar,.
Tere Aankhon Ka Ye Paani To Puraana Hogaya,.
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #74 on: October 08, 2009, 12:44:00 PM »
Apne Gham Bayaan Karne Ka Koi Aur Dhang Ijaad Kar,.
Tere Aankhon Ka Ye Paani To Puraana Hogaya,.


Apne Ansuon Ko Tere Liye Gira Kar Mujhe Mila Bhi Kya
Jab Taqdeer Me Tu Hi Nahi Toh Khuda Se Gila Bhi Kya
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:11:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer