~Write Ur Favourite Lines From A Song~~Max 4-6 Lines

by waheed_rose2004 on December 15, 2006, 02:26:41 PM
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 54
Print
Author  (Read 28230 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #570 on: July 05, 2009, 02:06:51 AM »
Tumse ho hasina kabhi mohobat a maine karni thi,2
magar mere dil ne mujhe dhoka de diya.2
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #571 on: July 05, 2009, 02:15:56 AM »
Kahna hai aaj tujse,phir kisise ye kahna nahi,rahna hai tere dil me,phir kahi b rahna nahi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #572 on: July 05, 2009, 02:18:19 AM »
Dushman na kare dost ne jo kaam kiya hai,umar bhar ka gam humhe
eenaam diya hai.
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #573 on: July 05, 2009, 02:58:34 AM »
Such yahi yaar hai haa yahi pyar hai jiske badle me koi to pyar de,baki bekar hai yaar mere.
Logged
palkhi
Guest
«Reply #574 on: July 05, 2009, 04:59:20 PM »
Mere Zindagi Ke Malik, Mere Dil Pai Haath Rakh De, Terai Annai Ki Khushi Mein Yeh DIl Machal Na Jayai...... :D
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #575 on: July 07, 2009, 02:08:35 AM »
Hum hai is pala yahaa,jane ho kal kahaa,hum rahe na rahe,hum chale na chale,rahegi sada yahaa,pyar ki wo dastan,sunenge sada jise,ye zameen aasman
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #576 on: July 07, 2009, 08:17:44 AM »
Itanaa bhii naa chaaho mujhe
Ki main ik pal tumase duur rah naa sakuun
Yuun naa pyaar se dekho mujhe
Ke main dil kii baatein tujhase kah naa sakuun
Itanaa bhii naa ...
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #577 on: July 08, 2009, 02:53:32 AM »
Ajeeb dastan hai ye,kahan shuru kahaa khatm,ye manjile hai koun si,na wo samajh sake na hum,mubark ho k tum kisi k noor ho gaye,
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #578 on: July 11, 2009, 08:32:03 AM »
Jaane chale jaate hai.n kahaa.n,
Duniyaa se jaanevaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.n,
Kaise dhu.ndhe koi unako, nahI.n kadamo.n ke bhii nishaa.n
Logged
punam
Guest
«Reply #579 on: July 11, 2009, 09:39:58 AM »
Koyal Kyon Gaaye
Baag Se Jab Patajhad Jaaye Re Bahaar Chali Aaye
Man Mast Pavan Dhadakaaye Ki Ambua Pe Koyal Gaaye

Baadal Kyon Chhaaye
Biraha Ke Jab Geet Koi Gaaye Re To Aag Lag Jaaye
Rimajhim Paani Barasaaye Ki Aakaash Pe Baadal Chhaaye
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #580 on: July 11, 2009, 11:41:08 PM »
Mohabbat kar lo jii bhar lo ajii kisane rokaa hai
par ba.De Gazab kii baat hai isame.n bhii dhokhaa hai
Shiqaayat kar lo jii bhar lo ajii kisane rokaa hai
ho sake to duniyaa chho.D do duniyaa bhii dhokhaa hai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #581 on: July 12, 2009, 02:50:48 AM »
Cheharaa kyaa dekhate ho ( dil me.n utar ke dekho na ) -3
Mausam pal me.n badal jaa_egaa patthar dil bhii pighal jaa_egaa
Merii mohabbat me.n hai kitanaa asar dekho na
Logged
Roja
Guest
«Reply #582 on: July 12, 2009, 03:01:43 AM »
Tum agar mujhko na chaho toh koyi baat nahi
Tum kisi aur ko chahoge toh mushkil hogi...
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #583 on: July 12, 2009, 03:03:43 AM »
ab tere bin jee lenge hum
zaher zindgi ka pee lenge hum
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #584 on: July 12, 2009, 03:18:40 AM »
Chaudahavii.n kaa chaa.Nd ho, yaa aafataab ho
Jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho

Zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndhe pe baadal jhuke hue
Aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue
Mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
chaudahavii.n kaa ...
Logged
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 54
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:30:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer