Wutever u talk....... talk in shaayri....fun game..ha ha ha

by lib80aks on May 06, 2005, 06:06:10 PM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 96
Print
Author  (Read 32181 times)
lib80aks
Guest
«Reply #240 on: May 14, 2005, 11:25:39 AM »
unche ka naam mat lo....humne to aur bhi unche kaam kiye haii......
dharti pigla di....aasmaan jhuka diya....bas baad mein log kehte hai...ki piye hai.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
NEVER, EVER talk to my Parrot!!! by Suhas in SMS , mobile & JOKES
Talk about Anything by sania in Chit - Chat & General Discussion
He can't talk yet. by chahat in SMS , mobile & JOKES
TALK YOUNG by gur in Movies, TV and Entertainment
If The Dead Could Talk by mazHur in English
bond
Guest
«Reply #241 on: May 14, 2005, 11:27:56 AM »
nahi nahi mujhey tumhaari baaton par pura wiswaas hai
jaisi tumhaare pass hai, waise hi daaru ki botal mere pass hai
Logged
lib80aks
Guest
«Reply #242 on: May 14, 2005, 03:49:05 PM »
mana ajanab peete hai........
theek hai behisaab peete hai......
log logo ka khoon hai peete...
hum to phir bhi shraab peete hai....nm
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #243 on: May 14, 2005, 07:03:56 PM »
Kaun sa sher sunaaoon mein tumhe, sochtii huun...
naya mubham hai bahut, aur puraana mushkil.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #244 on: May 14, 2005, 07:05:51 PM »
koi bhi suan do hum ko sun lein gay
koi bhi hum brdasht kr lein gay
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #245 on: May 14, 2005, 07:10:25 PM »
sab ka khushii se faasla bas ek kadam hai
har ghar mein bas ek hi kamra kam hai..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #246 on: May 14, 2005, 07:12:17 PM »
kyun itne khfa ho hum s jnab e wala
hum aap ki raha dekh rhay hain ek arse s
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #247 on: May 14, 2005, 07:14:31 PM »
Lo dekh lo....yeh ishq hai, yeh vasl hai, yeh hijr,
ab laut chalein aao, bahut kaam pada hai...............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #248 on: May 14, 2005, 07:16:32 PM »
aab jo woh shkhs lout k ajye ga tu
Ek toofan meri zindgi mein bhr laye ga
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #249 on: May 14, 2005, 08:22:27 PM »
mai.n sochataa thaa ki lautuungaa ajanabii kii tarah
ye meraa gaaon to pahachaanaa saa lage hai mujhe...............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #250 on: May 14, 2005, 08:44:08 PM »
buhat us ko mein ney bhula k dekha
khud s us ko juda kr k dekha
zindgi bhr woh yaad aye tu kai kroon
jise mein ney apni tnhai mein dekha
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #251 on: May 15, 2005, 12:29:51 AM »
Gam kaa Khazaanaa teraa bhii hai meraa bhii
ye nazaraanaa teraa bhii hai meraa bhii
apane Gam ko giit banaake gaa lenaa
raag puraanaa teraa bhii hai meraa bhii ...........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #252 on: May 15, 2005, 12:32:17 AM »
hum ney brsoon jiya ahi is ghume zindgi ko
aab tu aik pal jee lene do khushi s mujh ko
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #253 on: May 15, 2005, 05:02:39 AM »
Inhiin khush-gumaaniyon mein kahiin jaan se bhii na jaao....
Vo jo chaaraagar nahiin hai use zakhm kyuun dhikhaao..........
Logged
lib80aks
Guest
«Reply #254 on: May 15, 2005, 09:13:03 AM »
koi  nahin yaha is time nazar aa raha..........
theek ho to bhai...lo mein bhi jaa raha
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 96
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:49:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer