yoindia antakshari

by anjani_si on January 17, 2006, 06:42:13 PM
Pages: 1 ... 50 51 52 53 [54] 55 56 57 58 ... 77
Print
Author  (Read 28563 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #795 on: April 20, 2010, 03:00:47 PM »
Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi
Aur Gale Ka Haar Hui
Subah Ko Jab Hum Neend Se Jaage
Aankh Tumhise Chaar Hui

Chahe Kaho Ise Meri Mohabbat
Chahe Hasi Mein Uda Do
Yeh Kya Hua Mujhe Mujhko Khabar Nahin
Ho Sake Tum Hi Bata Do
Tumne Kadam Jo Rakha Zameen Par
Seene Mein Kyun Jhankar Hui
Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi
Aur Gale Ka Haar Hui
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #796 on: April 21, 2010, 06:42:21 AM »
Is mod se jaate hain
Kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam raahe 
Patthar ki haveli ko shishe ke gharaundo mein
Tinko ke nasheman tak is mod se jaate hain
Aa…Is mod se jaate hain
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #797 on: April 21, 2010, 06:44:49 AM »
nafarat se jinhein tum dekhte ho
tum maarte ho jinhein thokar
kyaa un pe guzarati hai dekho
ek baar kabhi ghaayal ho kar
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #798 on: April 21, 2010, 10:40:38 AM »
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai
Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai
Shyam Hote Hi Jala Deti Hai Palko Pe Diye
Raat Se Pooche Koyi Kiske Liye Kiski Liye
Koyi Aahat Bhi Nahin Aur Koyi Aata Bhi Nahin
Raks Karti Hai Jo Shabh Bar Meri Tanhaayi Hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #799 on: April 21, 2010, 12:34:13 PM »
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai.....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #800 on: April 21, 2010, 01:41:44 PM »
ha.nsane ki chaah ne itana mujhe rulaaya hai
koi hamadard nahin, dard mera saaya hai

dil to ulajha hi raha zindagi ki baato.n mein
saa.nse.n jalati hain kabhi kabhi raato.n mein
kisi ki aahatein ye kaun muskuraaya hai
koi hamadard nahin ...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #801 on: April 21, 2010, 06:44:11 PM »
Hai Udd Gayi Meri Neend
Raam Main Ki Kara Main Ki Kara
Main Kho Gayi Re Kho Gayi Re Kho Gayi Re
Hai Udd Gayi Meri Neend
Raam Main Ki Kara Main Ki Kara
Main Kho Gayi Re Kho Gayi Re Kho Gayi Re
Ho Aaja Paas Tarsa Na Saajna
Warna Mushkil Ho Gayi Re
Udd Gayi Meri Neend
Raam Main Ki Kara Main Ki Kara
Main Kho Gayi Re Kho Gayi Re Kho Gayi Re
Ho Aaja Paas Tarsa Na Soniye
Warna Mushkil Ho Gayi Re
Udd Gayi Meri Neend Raam

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #802 on: April 21, 2010, 06:54:27 PM »
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak,
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak,
aye sanam mujhse puchho kitni chahat hui hai,
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak,
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak,

yeh khel nahi hai dil kisise lagana,
tum dil ko lagake mujhe bhul na jaana,
aye sanam mujhse puchho kitni ulfat hui hai,
mujhe tumse mohabbat hai deewanagi ki haddh tak,
deewana mujhe banaao na deewanagi ki haddh tak...

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #803 on: April 22, 2010, 10:52:54 AM »
kabhee sochati hoo ke main kuchh kahoo
kabhee sochati hoo ke main choop rahoo

aadamee jo kahataa hai, aadamee jo sunataa hai
jindageebhar wo sadaayen peechhaa karatee hai
aadamee jo detaa hai, aadamee jo letaa hai
jindageebhar wo doowaanyen peechhaa karatee hai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #804 on: April 23, 2010, 08:38:03 PM »
hai bas kii har ek un ke ishaare me.n nishaan aur
karate hai.n muhabbat to guzarataa hai gumaan aur

yaa rab vo na samajhe hai.n na samajhe.nge merii baat
de aur bhii dil inako jo na de mujhako zubaa.N aur

tum shahar me.n ho to hame.n kyaa Gam jab uThe.nge
le aae.nge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur

hai aur bhii duniyaa me.n sukhanavaar bahut achchhe
kahate hai.n kii Gaaliib kaa hai a.ndaaz-e-bayaa.N aur
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #805 on: April 24, 2010, 05:53:50 AM »
Roop tera mastana ,pyar mera diwana
bhool kahin humse na hojaye
aankho se aankhein milti hai aise
bechain ho ke toofan jaise
mauj koi saahil se takraye
roop tera mastana.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #806 on: April 24, 2010, 07:32:18 AM »
Na phoolon ke khilne se
Na kaliyon ke muskaane se
Na bulbul ke gaane se
Haan koyal ki koo koo se
Badal gaya hai yeh mausam Koyal ke aa jaane se
Hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Na phoolon ke khilne se
Ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao
Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao
O, ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao
Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao
Na rangon ke udne se
Na chunri laheraane se
Na paayal ki chham chham se
Na kangna khankaane se
Haan, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se
Na phoolon ke khilne se
Haan Badal gaya hai yeh mausam Koyal ke aa jaane se
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #807 on: April 24, 2010, 08:10:23 AM »
ehasaan teraa hogaa mujhapar, dil chaahataa hai vo kahane do
mujhe tumase muhabbat ho gaI hai
mujhe palako.n kii chhaa.No me.n rahane do
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #808 on: April 24, 2010, 08:37:12 AM »
do panchhee, do tinake, kaho le ke chale hain kahaa
ye banaayenge yek aashiyaan

ye to apanee hee dhoon mein gaaye, us dhoon pe udate jaaye
in kee mastee ko aaur badhaye, saawan kee ye hawaayen
manjil ke matawaale, dekho chhoone chale aasamaan
ye banaayenge yek aashiyaan

yek foolonbharee ho daalee aaur usapar ho baseraa
kuchh ayesaa hee meethhaa meethhaa hain sapanaa teraa meraa
ye sapanaa sach hogaa, kah rahee dhadakanon kee jubaan
hum banaayenge yek aashiyaan
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #809 on: April 24, 2010, 08:51:56 AM »
naaraaz saveraa hai har or a.ndheraa hai
ko_ii kiran to aa_e kahii.n se aa_e aa_e
naaraaz saveraa hai

zi.ndagii tanhaa_iiyo.n kaa karz hai naam hai
har khushii Dhalatii hu_ii dukh bharii shaam hai
saa.Nso.n ke khazaano.n kaa ye vaqt luTeraa hai
ko_ii kiran to ...
Logged
Pages: 1 ... 50 51 52 53 [54] 55 56 57 58 ... 77
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 04, 2025, 01:26:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]

[January 03, 2025, 08:59:41 AM]

[January 03, 2025, 06:32:16 AM]

by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer