Sahiba Zehra
Guest
|
«Reply #15 on: September 21, 2007, 05:32:18 PM » |
|
ek sawall koi ise Ramzaan keh raha hai aur koi Ramadaan
mujhe koi batayega ki farq kya hai dono mein aur Ramadaan ko kaise bolte hain hain ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #16 on: September 21, 2007, 09:34:51 PM » |
|
Dear Sahiba I tried to do a google search and found this article which tries to clear the confusion. Hope it helps. :D http://www.languagehat.com/archives/000936.php
|
|
|
Logged
|
|
|
|
no_good_stranger
Guest
|
|
«Reply #17 on: September 22, 2007, 01:12:20 PM » |
|
a little late but Ramadaan Mubarak from all the people in South Africa,may all muslims realise the object of this month and derive full benefit from it
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #18 on: August 31, 2008, 08:22:22 PM » |
|
Ramzan Mubarak to all Yoindians. May Allah accepts the "Ibaadat" and bless the world with peace and harmony.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #19 on: September 02, 2008, 06:26:56 PM » |
|
sabhi ko Ramadan bahoot bahoot mubarak ho!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #20 on: September 03, 2008, 02:23:41 AM » |
|
sabhi ko ramzaan mubarak ho............sanjeev
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Muhammed
Guest
|
|
«Reply #21 on: September 03, 2008, 05:23:01 AM » |
|
Sahiba Jehra K Sawaal Ka Jawaab Shayad Kisi Ko Maloom Na Tha ya Fir KIsi K Jehan Mei Na aya Hoga..To Aaj Sanjeeb Bhai ki Mubaraq badi pe Ye Thread Dekhne ko Mila.....To Jawaab Hazir-e-Khidamat Hai..
qur'aan-e-Paak Mein Ramzaan Shareef Ka Charcha is ayat-e-Mubaraqaa Mei aaya Hai kyonki pura Muqamaal Qur'aan Hi Ramzaan K Paak Dino Me Nazil Hua Hai
" Shah-ro Ramd'aan al lazee Uonzela Fiheel Quraa'n......" [ Kanz-ul-Imaan ] [ Ramdaan Wo Mahina Hai JIsme Qur'aan Utaraa ya Nazil kiya Gayaa......]
Lugat-e-Arabi Mei Ram z aan Ko " Ram d aan " kehte hai Kyonki arabic alaphbets Me is Lafz Me " DAL " ka istemal hua hai to sabhi arabic Mumaaliq waale inhe 'DAL' jo qur'aan-e-paak k alfaz k mutabeek sahih hai
Aur Kuch Mumaaliq jahaan Urdu zayad Istemal HOti Hai Woh Log Farsi aur Urdu alphabets ka Istemal Karte Hai kuch lafz k bolne ki asani k liye To wo "DAL" ko "ZAL" padhte hai...ya arabic DAL KO URdu va Farsi Mei "ZAAD" bhi Kehte Hai..
To aub Arabic k maane se "RAM D AAN " sahih Hai ki Makhareez se padha jaata hai Aur Urdu/farsi k Maane Se "RAM Z AAn " sahih va durust Hai
Matlub ki Dono sahih Talffooz hai
aub sahiba jehra k sawaal k jawaab adaa ho gaya
allahu aa'almu Fil wajaaht-e-kalam az Muhammed Ashraf Raza
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #22 on: September 03, 2008, 06:58:57 AM » |
|
Lugat-e-Arabi Mei Ram z aan Ko " Ram d aan " kehte hai Kyonki arabic alaphbets Me is Lafz Me " DAL " ka istemal hua hai to sabhi arabic Mumaaliq waale inhe 'DAL' jo qur'aan-e-paak k alfaz k mutabeek sahih hai
Aur Kuch Mumaaliq jahaan Urdu zayad Istemal HOti Hai Woh Log Farsi aur Urdu alphabets ka Istemal Karte Hai kuch lafz k bolne ki asani k liye To wo "DAL" ko "ZAL" padhte hai...ya arabic DAL KO URdu va Farsi Mei "ZAAD" bhi Kehte Hai..
Jahan tak maine padha hai, Quran main Ramazaan aise likha jata hai:Ab arabic main ye lafz " Daad" kehlata hai aur urdu/farsi main " Zvaad" : Lekin "DAL" jaise aapne likha wo to ye lafz hai jiska "Ramazaan" ya "Ramadaan" main istemaal hi nahin hua hai !!: (Aur jo alphabets ki images maine post ki hain, wo "Arabic" ke hi alphabets hain).
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Muhammed
Guest
|
|
«Reply #23 on: September 03, 2008, 07:53:15 AM » |
|
Jee Talat...........Durust Farmaya aapne Ki "DAAD" ya "Zvaad" Hi HOta Hai...
"DAAL" Ka Istemal Nahi Hota Hai Ye baat la Raib Sahih Hai aapki..Galti Kubool Hai.astag-firoolllahe -------------------------------------------------------------------------------- aub Baat Rahi aapki Image Me RAMDAAN hi likha hua hai nahi ki RAMZAAN......
Image k DAAD ko Dekho.....Fir Padho RA M DAA N......hi hoga na' ki Ramzan
DAAD K Badle ZVAAD ka Istemaal Sirf Aur sirf urdu va farsi me hi hota hai..
Jo Arabic Qi'raat padhega To Kahega Ki.." Shah'ro Ram DAA Nal Laz'ee "
aur Ise Urdu farsi me Ram ZAA n hi bolega koi..
aur Wo JO JVAAD hai........use istemaal me laaya jaayega
Talat.......
qiraat-e-saabit aur digar kirato Me " Valad Du'aaleen aamin " Kaha Gaya Hai aur " Valad Zv'aalin aamin " bhi padhte hai T Dono shahih lekin Makhareez k ietebar se sirf "DVAAD" hi sahih hai
Talat...Jise " Soorah VAD DOOHA " [parah : 30 Qanz-oo-lImaan ] nahi k Soorah VAD
ZOOHA.........Fir Jaise " IED-Ud-Dooha " nahi ki IED UD ZOOHA........
To Talat wise hi........RAMDAAN sirf Daad ya Dvaad k saath hi arabic mei RAMZAAN sirf zvaad ya zaad k saath hi farsi aur urdu mei...
Qur'aan-e-paak Me RAMDAAN hi Hai.. jo aapne image k jariye batayaa hai
aapne Islaah kardi DAAL Ki To Shukriya aapka aur waise mera maa'na RAMDAAN ka Ilm-e-Neh'v va degar Lugvi kitabo me yahi sahih jo dar asl mein kehna chahta tha va'ma taufiqu illah billahe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #24 on: September 03, 2008, 07:59:21 AM » |
|
Durust kaha aapne Raza..aambol chaal yaani ki urdu main Ramazaan...magar Quran main Arabic hai isliye Ramadaan
Aapne itna waqt de kar tafseel se samjhaya......Shayad aur logon ke bhi samajh aaya hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Muhammed
Guest
|
|
«Reply #25 on: September 03, 2008, 09:05:40 AM » |
|
Jee Talat aapne bhi to apna Waqt waqf kiya hai itna
Aur aapka va Mera Yeh Farz tha Ki Kuch O-loo-mee baaton ko Tafseel se samzaaya jaaye taqi Is ka Sahih Ma'na Awaam Taq Pahunche..waise Ramzaan Ka Mubaraq Mahina chal Raha Hai To Khuda..apke aur meri Is chhoti si Kavish ko Zariy-e-Nazaat Banaaye..aamin be'jahe sayyid-il-Murshaleen val Hamdu Lil Laahe Rabb-il-aa'lmin.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #26 on: September 03, 2008, 09:35:47 AM » |
|
aap dono ne bahoot achche se samjhaya...dhanywad.... nichod ye hua ki ramzaan aur ramdaan dono shabd sahi hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #27 on: September 03, 2008, 11:17:36 AM » |
|
A time of Prayer.. A time of Devotion.. A Time of Remembrance... Wish You All A Blessed Ramazaan..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #28 on: September 03, 2008, 01:39:41 PM » |
|
ramadan mubarak to everyone
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #29 on: September 03, 2008, 03:12:41 PM » |
|
Ramazaan..mubarak doston...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|