qadir niyaz
Guest
|
HUM QISMAT KE MAARE HAIN JEETI BAAZI HAARE HAIN
JINKO APNA SAMJHA THA DUSHMAN WOHI SAARE HAIN
PYAAS BUJHE BHI TO KAISE AANSU HAIN TO KHAARE HAIN
QATIL HOON MAIN BHI 'QADIR' MAINE ARMAA MAARE HAIN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saavan
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 29, 2014, 02:57:41 AM » |
|
WAAH JI WAAH..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 20 hours and 34 minutes.
खुश रहो खुश रहने दो l
Posts: 4127 Member Since: Feb 2013
|
|
«Reply #2 on: March 29, 2014, 09:48:18 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #3 on: March 29, 2014, 01:51:11 PM » |
|
sunder
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #4 on: March 29, 2014, 06:43:04 PM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 30, 2014, 01:58:15 AM » |
|
Bahut Umda.!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
Rau: 17
Offline
Waqt Bitaya:15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608 Member Since: Apr 2010
|
|
«Reply #6 on: April 04, 2014, 01:24:32 AM » |
|
Wah Wah Mahutram Qadir Niyaz Sahib ..
Do misron se agar sarfe nazar kar liya jaaye to kahna hoga ke is bhr me aise sher kahna fun nahi kamale fun hai wah wah zindabad zindabad ...Lijiye hazir hai eak rau aapke huzoor ..Allah apko khoob nawaze..
dua go
qadeertoopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 04, 2014, 01:27:30 AM » |
|
HUM QISMAT KE MAARE HAIN JEETI BAAZI HAARE HAIN
JINKO APNA SAMJHA THA DUSHMAN WOHI SAARE HAIN
PYAAS BUJHE BHI TO KAISE AANSU HAIN TO KHAARE HAIN
QATIL HOON MAIN BHI 'QADIR' MAINE ARMAA MAARE HAIN
wonderful,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
qadir niyaz
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 03, 2015, 07:19:06 AM » |
|
shukriya dosto meri hosla afzai karne k liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Whatsapp-Status
New Member
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 1 minutes.
Best Whatsapp Status
Posts: 19 Member Since: Apr 2015
|
|
«Reply #9 on: May 15, 2015, 09:45:29 AM » |
|
HUM QISMAT KE MAARE HAIN JEETI BAAZI HAARE HAIN
JINKO APNA SAMJHA THA DUSHMAN WOHI SAARE HAIN
PYAAS BUJHE BHI TO KAISE AANSU HAIN TO KHAARE HAIN
QATIL HOON MAIN BHI 'QADIR' MAINE ARMAA MAARE HAIN
Wah Wahhh...! Bahut Khub...@@@...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AnshulVats
Newbie
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:9 minutes.
Posts: 1 Member Since: Aug 2016
|
|
«Reply #10 on: August 24, 2016, 08:11:20 AM » |
|
kisii kisii ko thamaataa hai chaabiyaa.n ghar kii KHudaa har ek ko apnaa pata nahii.n detaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sabnam Khan
New Member
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:2 hours and 42 minutes.
Posts: 14 Member Since: Sep 2016
|
|
«Reply #11 on: September 06, 2016, 07:13:23 AM » |
|
Gair par lutf kare ham pe sitam yaa qismat thaa nasiibo.n me.n hamaare ye sanam yaa qismat
yaar tuu yaar nahii.n baKHt hai.n so ulTe hai.n kab talak ham ye sahe.n dard-o-alam yaa qismat
kuucha-gardii se use shauq hai lekin gaahe is taraf ko nahii.n rakhtaa vo qadam yaa qismat
kuucha-e-yaar me.n tho.Dii sii jagah de ai baKHt maa.ngtaa tujh se nahii.n mulk-e-ajam yaa qismat
jaan-o-dil me.n se nahii.n ek bhii ab nek-nasiib dono.n kam-baKHt hu.e aa ke baham yaa qismat
'aasif' ab aur lage karne taraqqii din raat shaamat-e-baKHt hu.ii merii to kam yaa qismat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sabnam Khan
New Member
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:2 hours and 42 minutes.
Posts: 14 Member Since: Sep 2016
|
|
«Reply #12 on: October 26, 2016, 09:42:31 AM » |
|
yūsufī gar nahīñ mumkin to zuleḳhā.i kar un se paidā koī taqrīb-e-shanāsā.ī kar
pahle har ġham kī mohabbat meñ pazīrā.ī kar chaak phir dāman-e-tamkīn-o-shakebā.ī kar
rū-ba-rū un ke mirā haal sunāne vaale apnī jānib se bhī kuchh hāshiya-ārā.ī kar
na tamannā na tirī yaad na ġham ho na ḳhushī kabhī aisā bhī atā ālam-e-tanhā.ī kar
merī qismat meñ haiñ patthar tirī qismat meñ haiñ phuul apnī shohrat se na andāza-e-rusvā.ī kar
sab mire hāl-e-pareshāñ kā uḌāte haiñ mazāq ai ġham-e-dost mirī hausla-afzā.ī kar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sabnam Khan
New Member
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:2 hours and 42 minutes.
Posts: 14 Member Since: Sep 2016
|
|
«Reply #13 on: November 16, 2016, 01:36:01 PM » |
|
ऐसी क़िस्मत कहाँ कि जाम आता बू-ए-मय भी इधर नहीं आई aisii qismat kahaa.n ki jaam aataa buu-e-mai bhii idhar nahii.n aa.ii ایسی قسمت کہاں کہ جام آتا بوئے مے بھی ادھر نہیں آئی Reference: rekhta.org
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|