A Request to Yoindia Members

by Riyaz Ashna on December 18, 2012, 05:07:35 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1881 times)
Riyaz Ashna
Guest
Reply with quote
Yoindia ke sabhi muazziz membran ko Adaab. Main un tamaam old/new members, jo  ek din mein ek se zyada ya bahot saari poems etc. post karte hain, se darkhwast karna chahta hun ke wo aisa na karein. Yoindia rules ke mutabiq 2 topics ke darmyan 24 hours ka gap rakhna chahiye.  Is rule ko kuchh members nazarandaaz karte hain aur is wajah se un members ki poems ko sahi exposure nahi mil paata jo ek din mein ek ya ausatan ek se bhi kam poems post karte hain.
 
Isliye guzarish hai ke Yoindia ke rules ko follow karein aur 24 hours mein sirf ek poem/topic hi post karein. Jab hum koi topic submit karte hain to kuchh rules display hote hain jinhe nazarandaaz kar diya jaata hai.

Please click on this link to read that rules again: http://www.yoindia.com/shayariadab/submit-your-poetry-now-show-to-world-p9.html

Thanks in advance for coordination.
Report to monitor   Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 18, 2012, 05:55:47 PM »
Reply with quote
Riyaz Sahaab Aadaab!


Jee aapki baat aik dum durust haiN ... hume toH lagta hai ke aisi thread
har roz front page par honi chahiye... kyuN ke member's waqai itna nazar
andaz kar dete haiN ke unhe kia lagta hai woH jaane aur khudaa jaane..  Embarrased

Khair aapki baat aise rules ko todne waale member's tak pahuNche yehi
hum bhi chahte haiN... Usual Smile

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Report to monitor   Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: December 18, 2012, 06:13:32 PM »
Reply with quote
Bilkul durust farmaaya aapne, iss se sahi exposure nahi mil pata poems ko.
Report to monitor   Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: December 18, 2012, 06:29:47 PM »
Reply with quote
Yeh  bahut  zaroori  hai . Behtar hai ki jis tarah 2 consecutive replies mein 20 seconds se kum gap hone per ya 2 Raos mein prescribed gap na hone par Warning diplay ho jaati aur topic nahi post ho pata hai usi tarah ki aik  warning system poetries ki posts ke liye bhi devise kiya jaaye.
Report to monitor   Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 18, 2012, 06:53:58 PM »
Reply with quote
Yoindia ke sabhi muazziz membran ko Adaab. Main un tamaam old/new members, jo  ek din mein ek se zyada ya bahot saari poems etc. post karte hain, se darkhwast karna chahta hun ke wo aisa na karein. Yoindia rules ke mutabiq 2 topics ke darmyan 24 hours ka gap rakhna chahiye.  Is rule ko kuchh members nazarandaaz karte hain aur is wajah se un members ki poems ko sahi exposure nahi mil paata jo ek din mein ek ya ausatan ek se bhi kam poems post karte hain.
 
Isliye guzarish hai ke Yoindia ke rules ko follow karein aur 24 hours mein sirf ek poem/topic hi post karein. Jab hum koi topic submit karte hain to kuchh rules display hote hain jinhe nazarandaaz kar diya jaata hai.

Please click on this link to read that rules again: http://www.yoindia.com/shayariadab/submit-your-poetry-now-show-to-world-p9.html

Thanks in advance for coordination.


Ji Bilkul Durust Farmaya Aapne Riyaz Ji..Main To yeh Chahunga Ke Agar Padhkar Bhi Baaki Ke Fellow Members Isse Ignore Karte Unke Naam Iss Thread Par Openly Likhe Jaaye Warning Instructions ke Saath Ke Woh padhkar Apni Galti ka Ehsaas Kar Sake..Aur Ek Darkwasth Karna Chahunga Main Ke Jitna Ho Sake Own Poetries Hi Post Ho.. Aajkal Shared Poetires Itni Post Hoti Hai ke Ek Genuine Budding Shayar Ko Woh Mauka Hi nahi Milta Ke Sab Unhe Padh Sake...
Report to monitor   Logged
Aarish
Guest
«Reply #5 on: December 19, 2012, 01:06:33 AM »
Reply with quote
Yoindia ke sabhi muazziz membran ko Adaab. Main un tamaam old/new members, jo  ek din mein ek se zyada ya bahot saari poems etc. post karte hain, se darkhwast karna chahta hun ke wo aisa na karein. Yoindia rules ke mutabiq 2 topics ke darmyan 24 hours ka gap rakhna chahiye.  Is rule ko kuchh members nazarandaaz karte hain aur is wajah se un members ki poems ko sahi exposure nahi mil paata jo ek din mein ek ya ausatan ek se bhi kam poems post karte hain.
 
Isliye guzarish hai ke Yoindia ke rules ko follow karein aur 24 hours mein sirf ek poem/topic hi post karein. Jab hum koi topic submit karte hain to kuchh rules display hote hain jinhe nazarandaaz kar diya jaata hai.

Please click on this link to read that rules again: http://www.yoindia.com/shayariadab/submit-your-poetry-now-show-to-world-p9.html

Thanks in advance for coordination.

riyaz jee bilkul sahi farmaya aapne bilkul aisa hi hona chahiye, maine bhi pehle ye baat uthai thi lekin koi farq nahi pada ulta mujhe ek sahab(naam batana munasib nahi hoga) ne PM kiya aur bole ye to apni apni qabiliyat ki baat hai, ki koi ek mahine meN ek ghazal likh pata hai. aur koi har roz do chaar ghazleN . to aap samajh sakte haiN ki kuch log sab kuch jaankar bhi anjan bane huye haIN. to meri guzarish hai ki barahe karam sabhi ki mehnat ko barabar ka mauka faraham kiya jaye. taki zyada se zyada log achchi shayari se mehzooz ho sakeN..
Report to monitor   Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: December 19, 2012, 04:36:09 AM »
Reply with quote
bilkul durust
Report to monitor   Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #7 on: December 19, 2012, 04:37:55 AM »
Reply with quote
You Are Right I Am With U Bro.........

Hamari Site Par Kuch Bhai Loog Khud Ki Shayari Na Ke Barabar Aur Sharing Kafi Karte Hain .....Mene Dekha Hain Wo 3/4 Sharing Karte Per Day Karte Hain .......Aur Jo Bhai Khud Ki Shayari Likhta Hain Uski Poem Niche Chali Jati Hain ......Jis Se Use Us Shayari Ki Mutabhik  Comment Ya Tarfi Nahi Mil Pati .......

Isliye Hearty Request Hain Un Bhaiayu Se Per Day 4/5 Sharing Ki Vajah Khud Ki Likhi Hue Ek Poem Kare .........

And Thanks U So Much Riyaz Sahab For Concern .
Report to monitor   Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: December 19, 2012, 05:23:27 AM »
Reply with quote
MAIN SABHI KE BAATON SE SAHMAT  HOON,,YEH SAHI HAI KE EK DIN MEIN EK HI POST HONI CHAHIYE,,,MAINE IS KA KHAYAL HAMESH RAKHA HAI,AUR AAINDA BHI RAKHUNGA,,,SHUKRIYA RIYAZ ASHNA SAHAB AAPNE SAHI BAAT KO LIME LIGHT KIYA ,,,,YE SAWAL MERE ZEHAN MEIN BI THA,,
AAGEY DEKHTE HAI KE ISSEY SAB KAISE FOLLOW KARTE HAI...
Report to monitor   Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: December 19, 2012, 05:24:51 AM »
Reply with quote
Yoindia ke sabhi muazziz membran ko Adaab. Main un tamaam old/new members, jo  ek din mein ek se zyada ya bahot saari poems etc. post karte hain, se darkhwast karna chahta hun ke wo aisa na karein. Yoindia rules ke mutabiq 2 topics ke darmyan 24 hours ka gap rakhna chahiye.  Is rule ko kuchh members nazarandaaz karte hain aur is wajah se un members ki poems ko sahi exposure nahi mil paata jo ek din mein ek ya ausatan ek se bhi kam poems post karte hain.
 
Isliye guzarish hai ke Yoindia ke rules ko follow karein aur 24 hours mein sirf ek poem/topic hi post karein. Jab hum koi topic submit karte hain to kuchh rules display hote hain jinhe nazarandaaz kar diya jaata hai.

Please click on this link to read that rules again: http://www.yoindia.com/shayariadab/submit-your-poetry-now-show-to-world-p9.html

Thanks in advance for coordination.

sahee hai
Report to monitor   Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: December 19, 2012, 12:33:45 PM »
Reply with quote
its a right decision and everyone must follow the rules
Report to monitor   Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: December 22, 2012, 12:41:29 PM »
Reply with quote
Hame is thread ko live rakhna chahiye..jab tak administratively kuch arangement nahee hota. aap logo ke view se mai bhi sahmat huN

meri bhi sabhee members se darkhwast yahee hai ki vo ek din me 1-2 post se jyada na kareN.



Report to monitor   Logged
khujli
Guest
«Reply #12 on: December 24, 2012, 09:08:30 AM »
Reply with quote
Yoindia ke sabhi muazziz membran ko Adaab. Main un tamaam old/new members, jo  ek din mein ek se zyada ya bahot saari poems etc. post karte hain, se darkhwast karna chahta hun ke wo aisa na karein. Yoindia rules ke mutabiq 2 topics ke darmyan 24 hours ka gap rakhna chahiye.  Is rule ko kuchh members nazarandaaz karte hain aur is wajah se un members ki poems ko sahi exposure nahi mil paata jo ek din mein ek ya ausatan ek se bhi kam poems post karte hain.
 
Isliye guzarish hai ke Yoindia ke rules ko follow karein aur 24 hours mein sirf ek poem/topic hi post karein. Jab hum koi topic submit karte hain to kuchh rules display hote hain jinhe nazarandaaz kar diya jaata hai.

Please click on this link to read that rules again: http://www.yoindia.com/shayariadab/submit-your-poetry-now-show-to-world-p9.html

Thanks in advance for coordination.



 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_salut icon_salut icon_salut
Report to monitor   Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #13 on: December 25, 2012, 09:32:04 AM »
Reply with quote
..
Report to monitor   Logged
riyaz106
Guest
«Reply #14 on: January 14, 2013, 11:45:31 AM »
Reply with quote
Please follow the rules.
Report to monitor   Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:42:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer